SEARCH RESULTS
Showing search results for "arzan"
Nazm MATCHES FOR "arzan"
Nazm
shikwa
bas rahe the yahii.n saljuuq bhii tuuraanii bhii
ahl-e-chii.n chiin me.n iiraan me.n saasaanii bhii
Allama Iqbal
Nazm
ai mere sare logo
na.ara-e-hubb-e-vatan maal-e-tijaarat kii tarah
jins-e-arzaa.n kii tarah diin-e-KHudaa kii baate.n
Ahmad Faraz
Nazm
marsiye
daulat-e-lab se phir ai KHusrav-e-shiirii.n-dahanaa.n
aaj arzaa.n ho ko.ii harf shanaasaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hubb-e-watan
Galla arzaa.n hai in dino.n ki giraa.n
kaal hai shahr me.n pa.Daa ki samaa.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
adna sa basi
kaise kaise KHvaab bune the aa.nkho.n ne
aaj bhii un KHvaabo.n saa arzaa.n ko.ii nahii.n
Waseem Barelvi
Nazm
ek shaera ki shadi par
kis ko ma.aluum thaa tuu is qadar arzaa.n hogii
ziinat-e-mahfil o paamaal-e-shabistaa.n hogii
Akhtar Shirani
Nazm
KHud-kushi se pahle
dekh haijaan se larzaa.n hai.n ye aariz kii rage.n
aaj us jins-e-giraa.n-baar ko arzaa.n kar le.n
Akhtar Payami
Nazm
kya KHabar thi
jurm ho jaa.egaa bahut arzaa.n
ishtihaa-e-gunaah bhii hogii
Muhammad Rashid Athar
Nazm
europe ki pahli jhalak
kis qadar arzaa.n hu.e tahziib ke lam.aat-e-nuur
allaah allaah chaar jaanib raushnii kaa ye vafuur
Jagan Nath Azad
Nazm
KHud-kushi ki ek KHabar paDh kar
raat kii raaz-daarii me.n Duubii hu.ii tiirgii
zindagii kii vo arzaa.n 'inaayaat hai.n