SEARCH RESULTS
Showing search results for "asgar-e-dil-giir"
Ghazal MATCHES FOR "asgar-e-dil-giir"
Ghazal
ash.aar-e-dil-giir me.n kho.ii rahtii huu.n
mai.n diivaan-e-'miir' me.n kho.ii rahtii huu.n
Reshma Zaidi
Ghazal
ik qayaamat hai bapaa shor-e-dil-e-dil-giir se
u.D ga.e Tuk.De falak ke aah kii taasiir se
Nasiri Lakhnavi
Ghazal
ilaaj-e-hasrat-e-dil-giir kar rahaa huu.n mai.n
muqaddaraat kii ta.amiir kar rahaa huu.n mai.n
Ahsan Lakhnavi
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
mahruum-e-tarab hai dil-e-dil-giir abhii tak
baaqii hai tire ishq kii taasiir abhii tak
Hasrat Mohani
Ghazal
haal badlaa hii nahii.n ab tak dil-e-dil-giir kaa
kuchh sabab batlaa.iiyegaa aap is taaKHiir kaa
Armaan Jodhpuri
Ghazal
mujh ko ik arsa-e-dil-giir me.n rakkhaa gayaa thaa
zahr goyaa kisii iksiir me.n rakkhaa gayaa thaa
Afeef Siraj
Ghazal
Talib Dehlavi
Ghazal
Mohammad Bin Hasan Sharar
Ghazal
dono.n kaa ek haal hai pursaa.n nahii.n ko.ii
hai shaam-e-Gam bhii ‘aashiq-e-dil-giir kii tarah
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
ju.nbishe.n hone lagii.n parda-e-za.ngaarii me.n
naala-e-aashiq-e-dil-giir balaa hotaa hai
Aish Meeruthi
Ghazal
samjho dastaavez zaKHm-e-aashiq-e-dil-giir ko
kab miTaa sakte ho apne haath kii tahriir ko
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
ham baGal me.n dil-e-dil-giir liye baiThe hai.n
Gam kii mu.nh boltii tasviir liye baiThe hai.n
Shoaib Ahmad Merathi Nudrat
Ghazal
ai mire ham-dam-e-dil-giir du.aa de mujh ko
us ke qadmo.n pe rahuu.n shaaKH-e-gul-afshaa.n kii tarah