SEARCH RESULTS
Showing search results for "asnaam"
Ghazal MATCHES FOR "asnaam"
Ghazal
tujh ko puujaa hai ki asnaam-parastii kii hai
mai.n ne vahdat ke mafaahiim kii kasrat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Thahro Thahro mire asnaam-e-KHayaalii Thahro
meraa dil gosha-e-tanhaa.ii me.n ghabraa.egaa
Shakeb Jalali
Ghazal
dekhaa hai haram teraa magar haa.e-re zaahid
mahkaa hu.aa vo kuucha-e-asnaam hamaaraa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kasrat-aaraa.i-e-vahdat hai parastaarii-e-vahm
kar diyaa kaafir in asnaam-e-KHayaalii ne mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
muntazir hai.n ki ko.ii tesha-e-taKHliiq uThaa.e
kitne asnaam abhii dafn hai.n kohsaaro.n me.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
dete hai.n ta.anaa-e-asnaam-parastii mujh ko
sajda karte hu.e jo nikle hai.n mai-KHaane se
Shakeel Badayuni
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
'KHaar' hai jalva-e-asnaam se dil KHuld-e-barii.n
yaa parii-zaado.n kaa majma.a hai parii-KHaane me.n
Khar Dehlavi
Ghazal
asnaam-taraashii bhii ba.Dii chiiz hai lekin
hai naazukii-e-kaargah-e-shiisha-garaa.n aur
Arsh Malsiyani
Ghazal
naaz karte hai.n agar apne KHad-o-KHaal pe ye
aap ke husn kii asnaam se baate.n ho.ngii
Noor Mohammad Noor
Ghazal
Gaiz kii dau.Dii hu.ii hai lahar sii asnaam me.n
'josh' ab ahl-e-haram se dostii kam kiijiye
Josh Malihabadi
Ghazal
sanam-kado.n me.n to asnaam jalva-farmaa the
KHudaa ke ghar me.n bhii mujh ko kahii.n KHudaa na milaa
Aatish Bahawalpuri
Ghazal
Gair kii tarah mile ahl-e-haram ai 'zaidii'
mujh ko yak-go na aqiidat jo thii asnaam ke saath
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
aql hairaan hai us shaKHs kii daanaa.ii par
jis ne to.De ka.ii asnaam hai.n asnaam ke baa'd
M. Nasrullah Nasr
Ghazal
sa.ng-saarii-o-malaamat hu.e ab apne nasiib
ham to barbaad hu.e kuucha-e-asnaam ke baa'd
Mohammad Askari Arif
Ghazal
asnaam-e-maal-o-zar kii parastish sikhaa ga.ii
duniyaa mujhe bhii aabid-e-duniyaa banaa ga.ii
Sahba Akhtar
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
aa chilam bhar ham faqiiro.n kii 'razaa'
phir faroG-e-but-kada asnaam likh