SEARCH RESULTS
Showing search results for "asnaam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "asnaam"
Ghazal
tujh ko puujaa hai ki asnaam-parastii kii hai
mai.n ne vahdat ke mafaahiim kii kasrat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
wirsa
KHaak kii nazr hu.ii tab ye nazaare bikhre
pattharo.n se ye taraashe hu.e asnaam-e-javaa.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Thahro Thahro mire asnaam-e-KHayaalii Thahro
meraa dil gosha-e-tanhaa.ii me.n ghabraa.egaa
Shakeb Jalali
Ghazal
dekhaa hai haram teraa magar haa.e-re zaahid
mahkaa hu.aa vo kuucha-e-asnaam hamaaraa
Abdul Hamid Adam
PAGE MATCHES FOR "asnaam"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "asnaam"
Ghazal
kasrat-aaraa.i-e-vahdat hai parastaarii-e-vahm
kar diyaa kaafir in asnaam-e-KHayaalii ne mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
muntazir hai.n ki ko.ii tesha-e-taKHliiq uThaa.e
kitne asnaam abhii dafn hai.n kohsaaro.n me.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
dete hai.n ta.anaa-e-asnaam-parastii mujh ko
sajda karte hu.e jo nikle hai.n mai-KHaane se
Shakeel Badayuni
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
'KHaar' hai jalva-e-asnaam se dil KHuld-e-barii.n
yaa parii-zaado.n kaa majma.a hai parii-KHaane me.n
Khar Dehlavi
Ghazal
asnaam-taraashii bhii ba.Dii chiiz hai lekin
hai naazukii-e-kaargah-e-shiisha-garaa.n aur














