1923 - 2000 | Fatehpur, India
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
sukūn de na sakīñ rāhateñ zamāne kī
jo niiñd aa.ī tire ġham kī chhāñv meñ aa.ī
sukun de na sakin rahaten zamane ki
jo nind aai tere gham ki chhanw mein aai
nafas nafas pe yahāñ rahmatoñ kī bārish hai
hai bad-nasīb jise zindagī na raas aa.ī
nafas nafas pe yahan rahmaton ki barish hai
hai bad-nasib jise zindagi na ras aai
ḳhushī visāl kī ab hai na rañj-e-tanhā.ī
ye kis maqām pe mujh ko hayāt le aa.ī
KHushi visal ki ab hai na ranj-e-tanhai
ye kis maqam pe mujh ko hayat le aai
Abru Bad
1973
Bada-e-Shabana
1969
Dayar-e-Saba
1993
Lala Zar
1958
Shafaq Zar
nafas nafas pe yahaa.n rahmato.n kii baarish hai hai bad-nasiib jise zindagii na raas aa.ii
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
The best way to learn Urdu online
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
A three-day celebration of Urdu