SEARCH RESULTS
Showing search results for "asnaam"
Nazm MATCHES FOR "asnaam"
Nazm
wirsa
KHaak kii nazr hu.ii tab ye nazaare bikhre
pattharo.n se ye taraashe hu.e asnaam-e-javaa.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHwab-e-sahar
hukmaraa.n dil par rahe sadiyo.n talak asnaam bhii
abr-e-rahmat ban ke chhaayaa dahr par islaam bhii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
wafa kaisi?
jis se be-nuur KHayaalo.n pe chamak aatii thii
ka.aba-e-rahmat-e-asnaam thaa jo muddat se
Mustafa Zaidi
Nazm
manazir-e-sahar
vo jalva-e-asnaam vo but-KHaane kii ziinat
zaahid kaa vo manzar vo barhaman kii sabaahat
Josh Malihabadi
Nazm
numaish mein
kisii me.n aks-e-''ma.asuum-e-kaliisaa''
kisii me.n partav-e-asnaam-e-aazar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ishq
sub.h ke khilte hu.e rang se ho saktaa hai ishq
ishq allaah se asnaam se ho saktaa hai
Anwar Abbas
Nazm
KHanjar talash karta hai
taraashtaa hai baraahiim-e-asr sad-asnaam
charaaG-e-tuur par aazar talaash kartaa hai
Bebak Bhojpuri
Nazm
holi khelne ki farmaish par
apnii sanjiida ravish aur udaasii chho.Duu.n
Gam ke asnaam ko but-KHaana-e-dil me.n to.Duu.n
kanval Dibaivi
Nazm
saz-e-mustaqbil
kitne asnaam naa-taraashiida
pattharo.n hii me.n kasmasaate hai.n
Parvez Shahidi
Nazm
raqqasa-e-auham
asnaam-e-imaarat kaa parastaar hai aalam
sarmaaya-e-Gaflat kaa KHariidaar hai aalam
Bebak Bhojpuri
Nazm
mohammad ka aaKHiri KHutba
tumhaare andar ke but-kado.n ke tamaam asnaam
Dheh chuke hai.n
Salman Basit
Nazm
zamana
masaa.il ke asnaam-o-aazar badaltaa
zamaana guzartaa chalaa jaa rahaa hai