SEARCH RESULTS
Showing search results for "ayaag"
Ghazal MATCHES FOR "ayaag"
Ghazal
tere bin raat ke haatho.n pe ye taaro.n ke ayaaG
KHuub-suurat hai.n magar zahr ke pyaalo.n kii tarah
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
be-mai kise hai taaqat-e-aashob-e-aagahii
khii.nchaa hai ijz-e-hausla ne KHat ayaaG kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ayaaG-e-baada me.n aa kar vo KHud chhalak pa.Dtaa
gar us ke mast zaraa aur haa.o huu karte
Akhtar Shirani
Ghazal
'firaaq' bazm-e-charaaGaa.n hai mahfil-e-rindaa.n
saje hai.n pighlii hu.ii aag se chhalakte ayaaG
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
nahii.n hai jaa-e-tarannum ye bostaa.n ki nahii.n
sivaa.e KHuun-e-jigar mai ayaaG me.n gul ke
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
na.ii saaqii-garii kaa jashn-e-fayyaazii mubaarak ho
vahii ho.nge ayaaG-o-jaam lekin sam to badlegaa
Mazhar Imam
Ghazal
vaqt kii mauj tund-rau aa.ii thii suu-e-mai-kada
merii sharaab phe.nk kar mere ayaaG le ga.ii
Saleem Ahmed
Ghazal
jinhe.n ye zo.am thaa zamii.n se tishnagii miTaa.e.nge
ajab hu.aa vahii tahii-ayaaG ban ke rah ga.e
Alam Khursheed
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
Ajay Sahaab
Ghazal
apnii tarah se sab ne use kyaa na kuchh kahaa
'tejas' tere ayaaG kaa chehra udaas hai
Pranav Mishra Tejas
Ghazal
aa.o ham me.n Dhal jaa.o umr bhar ke pyaase hai.n
tum sharaab ho yaaro ham ayaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
sunte hai.n band phir dar-e-mai-KHaana ho gayaa
duur ayaaG-o-shaGl-e-mul afsaana ho gayaa