SEARCH RESULTS
Showing search results for "ayaag"
Nazm MATCHES FOR "ayaag"
Nazm
tanhai
gul karo sham.e.n ba.Dhaa do mai o miinaa o ayaaG
apne be-KHvaab kivaa.Do.n ko muqaffal kar lo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nur-jahan ke mazar par
luuT saktii thii damakte hu.e haatho.n kaa suhaag
to.D saktii thii mai-e-ishq se labrez ayaaG
Sahir Ludhianvi
Nazm
aalam kitne
uf ye shabnam se chhalakte hu.e phuulo.n ke ayaaG
is chaman me.n hai.n abhii diida-e-pur-nam kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
KHatun-e-mashriq
garm ho tezaab kii khaulan se laale kaa ayaaG
Guncha-e-nauras kaa taaq aur piir-e-maktab kaa charaag
Josh Malihabadi
Nazm
tarbiyat
ahl-e-daanish 'aam hai.n kamyaab hai.n ahl-e-nazar
kyaa ta'ajjub hai ki KHaalii rah gayaa teraa ayaaG
Allama Iqbal
Nazm
mulaqat meri
furqat-e-dard me.n be-aab hu.aa taKHta-e-daaG
kis se kahiye ki bhare rang se zaKHmo.n ke ayaaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jadid-tar
terii aa.nkho.n me.n jagaa.e the sitaare mai.n ne
aur chhalkaa.e the gaalo.n me.n hayaa.o.n ke ayaaG
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
ghaalib
chhalkii jo thii kabhii tire ra.ngii.n ayaaG se
'kaifii' usii sharaab kaa ik jur.a-nosh hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
may yaum-ul-hisab
bujhne lage saare ayaaG-e-garm-raftaarii
shikasta-taar hastii kii tarah larzaa.n hai.n
Sajida Zaidi
Nazm
KHizan ke phul
ayaaG chhuuT pa.De mai-kasho.n ke haatho.n se
ayaa.n dilo.n kii siyaahii hai kitne haatho.n se
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
fareb
tuu ne kyo.n ghol diyaa zahr mirii rag rag me.n
tuu ne kyo.n to.D diye merii mohabbat ke ayaaG
Parwaz Noorpuri
Nazm
sahaara
kaun aaya thaa ki jaagaa thaa mire dil kaa charaaG
kaun aaya thaa ki chhalkaa thaa mohabbat kaa ayaaG
Anjum Azmi
Nazm
be-saKHta dil ye chahta hai
mai-KHaana-e-sarKHushii ne kab tak
mastii ke ayaaG thaam rakkhe
Saima Esma
Nazm
aadmi
kyaa jaaniye ki kitne baras kaa hai ye charaaG
tahziib-e-soKHta hai ayaaG-e-huruuf me.n
Iliyas Babar Aawan
Nazm
qaum ki pukar
nii.nd ke maato uTho phe.nk do jaam-o-ayaaG
bujh gayaa qaumii charaaG