SEARCH RESULTS
Showing search results for "azaab-e-sail-e-musalsal"
Ghazal MATCHES FOR "azaab-e-sail-e-musalsal"
Ghazal
azaab-e-sail-e-musalsal jo de rahaa hai mujhe
to sat.h-e-aab pe chalne ko ek naav bhii de
Shakeel Azmi
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
ai sail-e-aab Thahar ab ke gardano.n tak rah
tano.n kii taKHtiyaa.n dhonii hai.n bas tano.n tak rah
Jawayd Anwar
Ghazal
misaal-e-sail-e-balaa na Thahre havaa na Thahre
lagaa.e jaa.e.n hazaar pahre havaa na Thahre
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
Mahshar Badayuni
Ghazal
masiil-e-sail-e-ravaa.n dasht-o-juu me.n guzrii hai
hayaat hijr ke tauq-e-guluu me.n guzrii hai
Shagufta Naim Hashmi
Ghazal
chaar-suu sail-e-sipaah-e-mah-o-aKHtar teraa
sarhad-e-shab se guzartaa hu.aa lashkar teraa
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
sail-e-balaa-e-Gam na puuchh kitne gharau.nde Dah ga.e
naav to KHair naav thii saath kinaare bah ga.e
Mohsin Ehsan
Ghazal
haqiiqat me.n 'saa.il' ne zauq-e-adab se
jahaa.n tak uchhaalaa gayaa naam uchhaalaa
Saail Dehlvi
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
samo na taaro.n me.n mujh ko ki huu.n vo sail-e-navaa
jo zindagii ke lab-e-mo'tabar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ek din Garq na kar de tujhe ye sail-e-vajuud
dekh ho jaa.e na paanii kahii.n sar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
safiina abhii sail-e-amvaaj me.n hai
magar aa rahii hai kinaaro.n kii KHushbuu
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
kitnaa ba.Daa azaab hai baatin kii kashmakash
aa.iina sab kaa garmii-e-jauhar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ko.ii bhii qaid-e-musalsal mirii qismat me.n na thii
mere sayyaad kaa dil TuuT gayaa hai mujh se
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ajab shai hai 'fazaa' zehn o nazar kii ye asiirii bhii
musalsal dekhte rahnaa baraabar sochte rahnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ik imtihaan-e-vafaa hai ye umr bhar kaa azaab
kha.Daa na rahtaa agar zalzalo.n me.n kyaa kartaa