SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-aakhir"
Ghazal MATCHES FOR "ba-aakhir"
Ghazal
Zahiir Ahmad Taaj
Ghazal
mai.n us daraKHt kaa bas aaKHirii hii patta thaa
jise hamesha havaa ke KHilaaf la.Dnaa thaa
Dwijendra Dwij
Ghazal
ye lamha ziist kaa hai bas aaKHirii hai aur mai.n huu.n
har ek samt se ab vaapsii hai aur mai.n huu.n
Krishn Bihari Noor
Ghazal
ba-tarz-e-KHvaa sajaanii pa.Dii hai aaKHir-kaar
na.ii zamiin banaanii pa.Dii hai aaKHir-kaar
Daniyal Tareer
Ghazal
Rasheed Hasrat
Ghazal
subuut maa.ng na ham se vafaa-parastii kaa
ham apne ban na sake tere ho ga.e aaKHir
Tufail Hoshiarpuri
Ghazal
jab kabhii yaado.n kaa darvaaza khulaa aaKHir-e-shab
ko.ii dar aayaa ba-andaaz-e-havaa aaKHir-e-shab
Raunaq Deccani
Ghazal
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
tuu chhat pe cha.Dhaa us ke hai aisaa ki bas aaKHir
chho.Degii utarvaa ke tirii chaah zamii.n par
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Manohar Sahaye Anwar
Ghazal
Raushan Banarasi
Ghazal
itnii taviil thii shab-e-yaldaa ki jis ke baa'd
aaKHir pe daura dil kaa hii vaqt-e-sahar pa.Daa
Abu Hurrairah Abbasi
Ghazal
kahe to kaun kahe sarguzasht-e-aaKHir-e-shab
junuu.n hai sar-ba-garebaa.n KHirad hai mohr-ba-lab
Suroor Barabankvi
Ghazal
baa-ma.aniyo.n se bach ke mohmal kii raah pak.Dii
ham ne bil-aaKHir apne jangal kii raah pak.Dii
Farhat Ehsas
Ghazal
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
aaKHir ko ishq kufr se iimaan ho gayaa
mai.n but-parastiyo.n se musalmaan ho gayaa