SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-qadam"
Ghazal MATCHES FOR "ba-qadam"
Ghazal
ho ke sar-taa-ba-qadam aalam-e-asraar chalaa
jo chalaa mai-kada-e-ishq se sarshaar chalaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sar-taa-ba-qadam KHuun kaa jab Gaaza lagaa hai
tab zaKHm kii gahraa.ii kaa andaaza lagaa hai
Hazin Ludhianvi
Ghazal
sar-taa-ba-qadam ek hasii.n raaz kaa aalam
allaah re ik fitnagar-e-naaaz kaa aalam
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
na aarzu-e-jafaa ba-qadam nikaal ke chal
pa.De hai.n raah me.n kuchh dil bhii dekh bhaal ke chal
Javed Lakhnvi
Ghazal
sar-taa-ba-qadam haasil-e-'unvaan-e-Gazal ho
tum mere liye matla'-e-diivaan-e-Gazal ho
Ameer Dehlvi
Ghazal
ze-farq-taa-ba-qadam ruup-ra.ng kii jhankaar
tamaam mehr-o-mohabbat tamaam bos-o-kanaar
Shaz Tamkanat
Ghazal
zaKHm hii zaKHm hai sar-taa-ba-qadam jism miraa
phuuT jaa.uu.n na kahii.n dast-e-havaa aahista
Husna Sarwar
Ghazal
za-farq-taa-ba-qadam ek mauja-e-mai-e-naab
takallumash ki baje jaise chaa.ndnii me.n sitaar
Bashir Badr
Ghazal
vo za-sar-taa-ba-qadam husn kii ik aab liye
jagmagaatii hu.ii maanind-e-guhar aa.ii hai
Ram Krishn Muztar
Ghazal
tajalliyaat-e-mohabbat me.n Duub kar 'anvar'
ze-farq-taa-ba-qadam dil nahii.n to kuchh bhii nahii.n
S. Nooruddin Anwar Bhopali
Ghazal
mizha-kushaa to mirii samt vo hu.e lekin
za-farq-taa-ba-qadam kar diyaa fanaa mujh ko
Syed Ghulam Samnani
Ghazal
Sultan Akhtar
Ghazal
muntazir rahtii mirii KHaak bhii sar-taa-ba-qadam
tum kabhii aa.nkh uThaane kii to zahmat karte
Ghulam Mustafa Faraz
Ghazal
dayaar-e-ishq me.n aashufta-kaar ham bhii hai.n
ze-farq-taa-ba-qadam sho.ala-zaar ham bhii hai.n
Shayar Fatehpuri
Ghazal
aa.nkho.n se hai taKHsiis na ho.nTo.n se ki ham log
sar-taa-ba-qadam tujh ko nasha maan chuke hai.n
Muztar Majaz
Ghazal
raah-e-KHatarnaak-e-mohabbat ko tai
baa-qadam-e-diida-e-tar kar gayaa
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
chalne kaa hausla bhii vo detaa rahaa mujhe
rakhtaa rahaa qadam-ba-qadam imtihaan bhii
Seemab Sultanpuri
Ghazal
aa.egii nazar 'raaz' ko.ii kal bhii na siidhii
sar-taa-ba-qadam aaj vo bal khaa.e hu.e hai.n