SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-qadam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ba-qadam"
Ghazal
ho ke sar-taa-ba-qadam aalam-e-asraar chalaa
jo chalaa mai-kada-e-ishq se sarshaar chalaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sar-taa-ba-qadam KHuun kaa jab Gaaza lagaa hai
tab zaKHm kii gahraa.ii kaa andaaza lagaa hai
Hazin Ludhianvi
Ghazal
sar-taa-ba-qadam ek hasii.n raaz kaa aalam
allaah re ik fitnagar-e-naaaz kaa aalam
Ghulam Rabbani Taban
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ba-qadam"
Rubai
sar-taa-ba-qadam ruKH-e-nigaarii.n hai ki tan
hai.n uzv-e-hasii.n ki bol uThne ko dahan
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sar-taa-ba-qadam haasil-e-'unvaan-e-Gazal ho
tum mere liye matla'-e-diivaan-e-Gazal ho
Ameer Dehlvi
Sher
tamaam shabnam-o-gul hai vo sar se taa-ba-qadam
ruke ruke se kuchh aa.nsuu rukii rukii sii ha.nsii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ze-farq-taa-ba-qadam ruup-ra.ng kii jhankaar
tamaam mehr-o-mohabbat tamaam bos-o-kanaar
Shaz Tamkanat
Ghazal
zaKHm hii zaKHm hai sar-taa-ba-qadam jism miraa
phuuT jaa.uu.n na kahii.n dast-e-havaa aahista
Husna Sarwar
Ghazal
za-farq-taa-ba-qadam ek mauja-e-mai-e-naab
takallumash ki baje jaise chaa.ndnii me.n sitaar
Bashir Badr
Nazm
jazb-o-gurez
seep sii u.ngliyaa.n tharraa.e.n jabii.n sard hu.ii
jaise sar-taa-ba-qadam mujh me.n samaanaa chaahaa
Shaz Tamkanat
Ghazal
vo za-sar-taa-ba-qadam husn kii ik aab liye
jagmagaatii hu.ii maanind-e-guhar aa.ii hai
Ram Krishn Muztar
Ghazal
tajalliyaat-e-mohabbat me.n Duub kar 'anvar'
ze-farq-taa-ba-qadam dil nahii.n to kuchh bhii nahii.n
S. Nooruddin Anwar Bhopali
Ghazal
mizha-kushaa to mirii samt vo hu.e lekin
za-farq-taa-ba-qadam kar diyaa fanaa mujh ko
Syed Ghulam Samnani
Ghazal
Sultan Akhtar
Ghazal
muntazir rahtii mirii KHaak bhii sar-taa-ba-qadam
tum kabhii aa.nkh uThaane kii to zahmat karte
Ghulam Mustafa Faraz
Ghazal
dayaar-e-ishq me.n aashufta-kaar ham bhii hai.n
ze-farq-taa-ba-qadam sho.ala-zaar ham bhii hai.n

