SEARCH RESULTS
Showing search results for "baa-hunar"
Ghazal MATCHES FOR "baa-hunar"
Ghazal
qadro.n kaa ye zavaal ye kaj-fahmiyo.n kaa daur
sab baa-hunar hu.e hai.n hunar ke baGair bhii
Puran Singh Hunar
Ghazal
Zakir Khan Zakir
Ghazal
tum ko yaqii.n nahii.n to zamaane se puuchh lo
is shahr-e-baa-hunar me.n hunar hai hamaarii zaat
Khan Ateeq Afridi
Ghazal
tuu baa-hunar hai ki hai be-hunar mire jaisaa
ye raaz-e-basta khulegaa tire takallum se
Ibrahim Noori
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
sab log sach hai baa-hunar the phir bhii kaamyaab
ye kaisaa ittifaaq thaa aksar vahii rahaa
Balraj Komal
Ghazal
dekh 'maaruuf' ki us shoKH ne shab ko yak-dast
taa.ir-e-ra.ng-e-hinaa ko ba-hunar band kiyaa
Maroof Dehlvi
Ghazal
havaa kaa aisaa zor thaa ki ik balaa kaa shor thaa
isii fazaa me.n jo the baa-hunar charaaG jal ga.e
Akhlaque Bandvi
Ghazal
Mast Hafiz Rahmani
Ghazal
jo baa-hunar hai.n un ke qadam chuumte hai.n ham
jo be-hunar hai.n un ke kamaalo.n se ishq hai
Khurshidul islam
Ghazal
ajiib baat thii har sher pur-asar Thahraa
mai.n is kii bazm me.n kal raat baa-hunar Thahraa
Jafar Abbas
Ghazal
Parveen Kumar Ashk
Ghazal
husn-e-nigaah-o-kam-nazarii me.n ye farq hai
sab baa-hunar hai.n aur ko.ii baa-hunar nahii.n