SEARCH RESULTS
Showing search results for "baabat"
Ghazal MATCHES FOR "baabat"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
lauh-e-siina par mirii sau neza-e-KHattii lage
KHastagii is dil-shikasta kii isii baabat hu.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kabhii ko.ii baabat-e-husn ham se jo puuchhtaa
to ham ahl-e-ishq javaab me.n tujhe dekhte
Tariq Naeem
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
apnii baabat kabhii puuchhaa to bataa.e.nge use
Duubne vaalo.n ko tinke kaa sahaaraa kyaa hai
Tarkash Pradeep
Ghazal
suurat to ek hii thii do ghar hu.e to kyaa hai
dair-o-haram kii baabat jhag.De fuzuul Daale
Muztar Khairabadi
Ghazal
aire-Gaire se kabhii bhii yaar kii baabat na puuchh
us kaa jab ho puuchhnaa us ke valii se puuchhnaa
Yunus Tahseen
Ghazal
Boom Merathi
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
Shamim Abbas
Ghazal
sochtaa jaataa huu.n raste me.n ki ye duu.ngaa javaab
guftuguu un se agar Gair kii baabat aa.ii
Bekhud Dehlvi
Ghazal
us ke apne haath ruKHsaaro.n ko sahlaane lage
go ba-zaahir merii baabat us ne kuchh sochaa na thaa
Azad Gulati
Ghazal
mai kii baabat KHayaal kar vaa.iz
is me.n naf.e bhii hai.n zarar hii nahii.n