SEARCH RESULTS
Showing search results for "baada-o-jaam"
Ghazal MATCHES FOR "baada-o-jaam"
Ghazal
laa phir ik baar vahii baada o jaam ai saaqii
haath aa jaa.e mujhe meraa maqaam ai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
vaa.iz-e-tund-KHuu ko de baada-o-jaam saaqiyaa
taaki vo hosh me.n kare tujh se kalaam saaqiyaa
Nasir Basheer
Ghazal
ye jaam-o-baada-o-miinaa to sab dilaase hai.n
labo.n ko dekh vahii umr-bhar ke pyaase hai.n
Khursheed Rizvi
Ghazal
jo mast-e-jaam-e-baada-e-irfaa.n na ho sakaa
vo jaanvar hii rah gayaa insaa.n na ho sakaa
Shauq Bahraichi
Ghazal
KHaraab aks hai.n shiisha-ba-dast kyuu.n saaqii
qusuur-e-baada-e-jaam-e-sifaal puuchhuu.ngaa
Shaz Tamkanat
Ghazal
baada o jaam bhii ik vaj.h-e-mulaaqaat sahii
ham tujhe gardish-e-ayyaam se pahchaante hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
Ishaq Nashad
Ghazal
jis kaa amal hai be-Garaz us kii jazaa kuchh aur hai
huur o KHiyaam se guzar baada-o-jaam se guzar
Allama Iqbal
Ghazal
aise lage hai naukrii maal-e-haraam ke baGair
jaise ho 'daaG' kii Gazal baada o jaam ke baGair
Sarfaraz Shahid
Ghazal
baada-o-jaam kii taraf us kii nazar uThegii kyaa
jis ko suruur mustaqil terii nigaah-e-naaz de
Shivraj Bahar
Ghazal
saaqii kii chashm-e-mast kii hai baat hii kuchh aur
hai us ke aage baada-e-jam kam bahut hii kam
Qais Jalandhari
Ghazal
mujh se ba.Dh kar hai kahii.n un kaa maqaam ai saaqii
mast rahte hai.n jo be-baada-o-jaam ai saaqii
Zeb Usmania
Ghazal
mehmaa.n to ho vo maah-jabii.n meraa ko.ii shaam
mai.n ehtimaam-e-baada-o-jaam-o-subuu karuu.n
Gauhar Aziz
Ghazal
jis ko yaqii.n baqaa kaa ho vaa.iz tirii sune
ham log mast baada-e-jaam-e-fanaa ke hai.n
Abdullla Khan Mehr Lakhnavi
Ghazal
roz-e-alast se huu.n mai.n sarshaar vaa.izo
kyo.n ho na mujh ko baada-o-jaam-o-subuu pasand