SEARCH RESULTS
Showing search results for "baagii"
Ghazal MATCHES FOR "baagii"
Ghazal
maalik se aur miTTii se aur maa.n se baaGii shaKHs
dard ke har miisaaq se ruu-gardaanii kartaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
KHud to baaGii hu.e ham tujh se magar saath hii saath
dil-e-rusvaa ko tire zer-e-nagii.n rahne diyaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Daraa Daraa ke vo mujh ko baaGii banaa rahaa hai
hukuumato.n ke liye tabaahii banaa rahaa hai
Jawwad Syed
Ghazal
Muzaffar Warsi
Ghazal
Sameena Aslam Sameena
Ghazal
Mujahid Faraaz
Ghazal
ho ga.e mujh se KHafaa shahr-e-badan ke a.azaa
meraa baaGii mirii bastii kaa har ik ghar niklaa
Umar Quraishi
Ghazal
Syed Naseer Shah
Ghazal
aisaa jaaduu bharaa lahja hai ki us ke va.ade
ham se baaGii ko baGaavat nahii.n karne dete
Noman Badr
Ghazal
vo mere hii qabiile kaa baaGii na ho kahii.n
ik tiir idhar ko aayaa hai jis kii kamaan se
Raghib Muradabadi
Ghazal
TuuTii chuu.Dii ThanDii la.Dkii baaGii umr
sabz badan pathraa.ii aa.nkhe.n niile ho.nT
Ishrat Afreen
Ghazal
fat.h-baaGii ne nasar-puurii hai.n balki
sindh me.n bhii haidraabaadii hai.n ham
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
KHauf itnaa hai ki baazaaro.n ke siine saakit
qarya qarya kisii baaGii kii sadaa maa.ngtaa hai
Shahzad Nayyar
Ghazal
Naseem Shaikh
Ghazal
ye na ho aap kii tahriir hii baaGii ho jaa.e
zulm itnaa bhii na qirtaas-o-qalam par kiije
Moid Rahbar Lakhnavi
Ghazal
KHair apnaa nahii.n baaGii hii samajh kar ham ko
terii mahfil me.n kisii taur bulaayaa to gayaa
Akhtar lakhnvi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ye hii hai.n din, baaGii agar ban.naa hai ban
tujh par sitam kis ko pataa phir ho na ho