SEARCH RESULTS
Showing search results for "baar-e-giraan-e-urdu"
Ghazal MATCHES FOR "baar-e-giraan-e-urdu"
Ghazal
maziid ik baar par baar-e-giraa.n rakkhaa gayaa hai
zamii.n jo tere upar aasmaa.n rakkhaa gayaa hai
Ameer Imam
Ghazal
duniyaa me.n jo samajhte the baar-e-giraa.n mujhe
vo hii sunaa rahe hai.n mirii daastaa.n mujhe
Rais Siddiqui
Ghazal
begaangii kaa abr-e-giraa.n-e-baar khul gayaa
shab mai.n ne us ko chhe.Daa to vo yaar khul gayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
ranj-e-giraan-e-shauq kaa haasil na kah ise
tark-e-safar kiyaa hai tuu manzil na kah ise
Mughni Tabassum
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
kabhii to koh-e-giraa.n tak nazar nahii.n aa.e
kabhii havaa kaa mujhe naqsh-e-paa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
baar-haa jii me.n ye aa.ii umr-e-rafta se kahuu.n
shaam hone ko hai ai bhuule musaafir ghar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye dosto.n kii navaazish hai ek baar-e-garaa.n
ba.De KHuluus se dushman kaa kaam kar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
shor-angez vo KHuu.n-baar havaa bhii aa.e
aur dabe paa.nv kabhii baad-e-sabaa bhii aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hai.n naavak-e-dil-doz mire yaar ke tevar
ik baar vo sab tiir chalaa kyuu.n nahii.n detaa
Ibn-e-Raza
Ghazal
yaad kaa sang-e-giraa.n ruuh kii gahraa.ii me.n
Duubtaa hai to ka.ii zaKHm ubhar aate hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
mirii tezii to ab merii zaruurat ban ga.ii hai
mire sar par ko.ii baar-e-giraa.n rakkhaa hu.aa hai
Aftab Hussain
Ghazal
zarra-e-KHaak bhii hotaa hai kabhii baar-e-giraa.n
kabhii lagtaa hai ki ye saaraa jahaa.n hai meraa
Aslam Mahmood
Ghazal
merii chaahat pe na ilzaam lagaa.o logo
kuchh samajh kar hii uThaataa hai ko.ii baar-e-giraa.n
Wali Alam Shaheen
Ghazal
ik baar aur bach ke zamaane kii aa.nkh se
huu.n dekhne kii chiiz to baar-e-digar bhii dekh