SEARCH RESULTS
Showing search results for "badaulat"
Ghazal MATCHES FOR "badaulat"
Ghazal
ham ne jo bhuul ke bhii shah kaa qasiida na likhaa
shaayad aayaa isii KHuubii kii badaulat likhnaa
Habib Jalib
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
yaarab! buraa bhii ho dil-e-KHaana-KHaraab kaa
sharmaa rahe hai.n is kii badaulat kisii se ham
Bismil Azimabadi
Ghazal
mai.n to qaa.em huu.n tire Gam kii badaulat varna
yuu.n bikhar jaa.uu.n ki KHud haath na aa.uu.n apne
Anwar Masood
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
tanhaa.ii me.n bhii tere tasavvur kii badaulat
dil-bastagi-e-Gam ke hai.n saamaan hazaaro.n
Hasrat Mohani
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
tarz-e-KHaraash naala sarishk-e-namak-asar
lutf-e-karam badaulat-e-mehmaa.n uThaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
phuul hii phuul khile jin kii badaulat ai dost
un ke hisse me.n na phuulo.n ke KHazaane aa.e
Purnam Allahabadi
Ghazal
sar-e-maamuura-e-aalam ye dil-e-KHaana-KHaraab
miT gayaa terii badaulat mujhe maa'luum na thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
mai.n rusvaa ho gayaa huu.n shahr-bhar me.n
magar kis kii badaulat jaantaa huu.n
Naqsh Layalpuri
Ghazal
dekh mahruumii kii barakat zinda huu.n
mai.n tire Gam kii badaulat zinda huu.n