SEARCH RESULTS
Showing search results for "badlii"
Ghazal MATCHES FOR "badlii"
Ghazal
kise KHabar thii ba.Dhegii kuchh aur taariikii
chhupegaa vo kisii badlii me.n chaa.ndnii kii tarah
Qateel Shifai
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
barsaat ke aate hii tauba na rahii baaqii
baadal jo nazar aa.e badlii merii niiyat bhii
Hasrat Mohani
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
dabaa.o me.n bhii jamaa.at kabhii nahii.n badlii
shuruu.a din se mohabbat ke saath hai.n ham log
Umair Najmi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ham is liye na.ii duniyaa ke saath chal na sake
ki jaise rang ye badlii hai ham badal na sake
Waseem Barelvi
Ghazal
dard ne karvaT hii badlii thii ki dil kii aa.D se
daf.atan parda uThaa aur parda-daar aa hii gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
tere ho.nTo.n merii aa.nkho.n se na badlii duniyaa
phir vahii phuul khile phir vahii taare nikle
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Farhat Zahid
Ghazal
hujuum-e-dahr me.n badlii na ham se vaz-e-KHiraam
girii kulaah ham apne hii baa.nkpan me.n rahe
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
tire huzuur ye kyaa vaardaat-e-qalb hai aaj
ki jaise chaa.nd pe badlii sii chhaa.ii jaatii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
fasiil-e-jism pe shab-KHuu.n sharaarte.n terii
zaraa sii bhii nahii.n badlii hai.n aadate.n terii
Anjum Irfani
Ghazal
zamii.n badlii falak badlaa mazaaq-e-zindagii badlaa
tamaddun ke qadiim aqdaar badle aadmii badlaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
faqat zanjiir badlii jaa rahii thii
mai.n samjhaa thaa rihaa.ii ho ga.ii hai