SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahaalii"
Ghazal MATCHES FOR "bahaalii"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo nashsha-e-Gam ho ki KHumaar-e-mai-e-pindaar
dil vaalo.n ke chehre pe bahaalii hii rahegii
Zeb Ghauri
Ghazal
KHudaa kaa shukr adaa kar vo bevafaa niklaa
KHushii manaa ki tirii jaan kii bahaalii hu.ii
Shakeel Jamali
Ghazal
raas aa.e mujhe murjhaate hu.e zard gulaab
Gam kaa partav mire chehre kii bahaalii niklaa
Iqbal Sajid
Ghazal
raas aa.e mujhe murjhaa.e hu.e zard gulaab
Gam kaa partav mire chehre kii bahaalii niklaa
Iqbal Sajid
Ghazal
KHaak me.n mil gayaa jab ruuh kaa KHaalii pi.njra
mansab-e-ishq pe tab apnii bahaalii hu.ii hai
Sanjay Mishra Shauq
Ghazal
TuuTe hu.e rishto.n kii bahaalii ke liye thii
jitnii bhii hu.ii aap se takraar hamaarii
Azwar Shirazi
Ghazal
gauhar-e-ashk kuu.n hai halqa-ba-goshii kaa KHayaal
gar lage haat tire kaan kii baalii ai shoKH
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Afeef Siraj
Ghazal
duu-baduu jab mai.n hu.aa zillat-o-rusvaa.ii se
kii ataa mansab-e-izzat pe bahaalii us ne
Syed Mujeebul Hasan
Ghazal
shaano.n pe yahaa.n sar kii jagah kaase lage hai.n
gar sar kii bahaalii ho to dastaar bhii aa.e
Moin Shadab
Ghazal
shikast-e-faash denii hai man-o-tuu ke ravayyo.n ko
maraasim kii bahaalii kaa hunar iijaad karnaa hai