SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahaalii"
Nazm MATCHES FOR "bahaalii"
Nazm
tiranga
amn-o-amaa.n kii ra.ngat viiro.n ke KHuu.n kii laalii
is me.n jhalak rahii hai mazduur kii bahaalii
Vaqar Khaleel
Nazm
itna malum hai!
us ne aahista se diivaar ko thaamaa hogaa
soch kar ye ki bahal jaa.e pareshaanii-e-dil
Parveen Shakir
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
tere qadmo.n me.n hai firdaus-e-tamaddun kii bahaar
Kaifi Azmi
Nazm
KHuda ka sawal
muKHaatib hai bande se parvardigaar
tuu husn-e-chaman tuu hii rang-e-bahaar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
la-ilaha-illallah
ye naGma fasl-e-gul-o-laala kaa nahii.n paaband
bahaar ho ki KHizaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
Dhaka se wapsi par
kab nazar me.n aa.egii be-daaG sabze kii bahaar
KHuun ke dhabbe dhule.nge kitnii barsaato.n ke ba.ad
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dosti ka hath
alam to ye hai ki dono.n ko vahm hai ki bahaar
aduu ke KHuu.n me.n nahaane ke baa'd aatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
aadmi-nama
huqqa suraahii juutiyaa.n dau.De.n baGal me.n maar
kaa.ndhe pe rakh ke paalkii hai.n dau.Dte kahaar