SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahisht"
Ghazal MATCHES FOR "bahisht"
Ghazal
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahisht
makii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vo chiiz jis ke liye ham ko ho bahisht aziiz
sivaa.e baada-e-gulfaam-e-mushk-buu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
bahisht-e-tasavvur ke jalve hai.n mai.n huu.n
judaa.ii salaamat maze aa rahe hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
yahii.n bahisht bhii hai huur o jibra.iil bhii hai
tirii nigah me.n abhii shoKHi-e-nazaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
sunte hai.n jo bahisht kii taariif sab durust
lekin KHudaa kare vo tiraa jalva-gaah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
shaiKH aur bahisht kitne ta.ajjub kii baat hai
yaa-rab ye zulm KHuld kii aab-o-havaa ke saath
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kisii ke saath nahaate hai.n tez baarish me.n
libaas gajre ufuq aa.nkh zulf ho.nT ha.nsii
Shahzad Qais
Ghazal
baKHsh de yaa rab ahl-e-havas ko bahisht
mujh ko kyaa chaahiye tujh ko paane ke ba.ad
Khumar Barabankavi
Ghazal
ai maut ai bahisht-e-sukuu.n aa KHush-aamdiid
ham zindagii me.n pahle pahal muskuraa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
ab luT gayaa hai kyaa rahaa dozaKH se ba.Dh ke hai
rashk-e-bahisht kahte the sab jaa-e-lucknow
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
gaam-ba-gaam ik bahisht aur vo us kii ek hasht
raah me.n bhii rukaa nahii.n aur na apne ghar gayaa
Pirzada Qasim
Ghazal
jahaa.n rifaaqat ho fitna-pardaaz maulvii kii
bahisht aisii kisii ko mere KHudaa na denaa
Qateel Shifai
Ghazal
saaqii ke husn-e-diida-e-mai-guu.n ke saamne
mai.n jalva-e-bahisht ko Thukraa ke pii gayaa
Ehsan Danish
Ghazal
ye kis bahiisht-shamaa.il kii aamad aamad hai
ki Gair-e-jalva-e-gul rahguzar me.n KHaak nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
tirii bahisht hai dasht-e-jumuud-o-bahr-e-sukuut
mirii sarisht hai aashob-e-zaat se bekal
Ahmad Faraz
Ghazal
hotaa hai is jahiim me.n haasil visaal-e-jaur
'momin' ajab bahisht hai dair-e-muGaa.n na chho.D
Momin Khan Momin
Ghazal
ye huuryaan-e-fara.ngii dil o nazar kaa hijaab
bahisht-e-maGrabiyaa.n jalva-haa-e-paa-ba-rikaab
Allama Iqbal
Ghazal
isii jahaan me.n goyaa mujhe bahisht milii
agar rakhoge mire par yahii karam kaa karam