SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahisht"
Nazm MATCHES FOR "bahisht"
Nazm
aadmi-nama
fir.aun ne kiyaa thaa jo da.avaa KHudaa.ii kaa
shaddaad bhii bahisht banaa kar hu.aa KHudaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hitch-hiker
terii chaahat bhii muqaddas terii qurbat bhii bahisht
des paradesh kii tafriiq ghaTegii kaise
Ahmad Faraz
Nazm
ek rah-guzar par
vo ho.nT faiz se jin ke bahaar laala-farosh
bahisht o kausar o tasniim o salsabiil ba-dosh
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai ishq kahin le chal
ai ishq kahii.n le chal!
ik aisii bahisht aa.ii.n vaadii me.n pahu.nch jaa.e.n
Akhtar Shirani
Nazm
ek pul banaya ja raha hai
ye supurdagii hai
ye supurdagii bachpan hai aur bachpan bahisht...
Sarvat Husain
Nazm
apni malka-e-suKHan se
partav se tere chehra-e-parvii.n-sarisht ke
ghabraa ke band kartii hai.n Gurfe bahisht ke
Josh Malihabadi
Nazm
hubb-e-watan
ai vatan ai mire bahisht-e-barii.n
kyaa hu.e tere aasmaan o zamii.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
dilli se wapsi
rashk-e-shiiraaz-kuhan hindostaa.n kii aabruu
sar-zamiin-e-husn-o-mausiiqii bahisht-e-ra.ng-o-buu
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hubb-e-watan
ai vatan ai mire bahisht-e-barii.n
kyaa hu.e tere aasmaan zamii.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
mulla aur bahisht
ميں بھي حاضر تھا وہاں ، ضبط سخن کر نہ سکا
حق سے جب حضرت ملا کو ملا حکم بہشت
Allama Iqbal
Nazm
diwali
julte hai.n ye charaaG ki jalva hai tuur kaa
manzar bahisht kaa hai ye shab hai shab-e-baraat
Arsh Malsiyani
Nazm
guru-nanak dev ji
har ek gul pe Tapaktii thii pyaar kii shabnam
ki bas gayaa thaa nazar me.n bahisht kaa mausam
Darshan Singh
Nazm
saDak ban rahi hai
javaa.n naujavaa.n aur KHamiida kamar bhii
fasurda jabii.n bhii bahisht-e-nazar bhii
Salam Machhli shahri
Nazm
nazr-e-Khaalida
KHaalida tuu hai bahisht-e-turkmaanii kii bahaar
terii peshaanii pe nuur-e-hurriyat-e-aa.iina-kaar