SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahisht"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bahisht"
Ghazal
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahisht
makii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vo chiiz jis ke liye ham ko ho bahisht aziiz
sivaa.e baada-e-gulfaam-e-mushk-buu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Sher
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "bahisht"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bahisht"
Nazm
aadmi-nama
fir.aun ne kiyaa thaa jo da.avaa KHudaa.ii kaa
shaddaad bhii bahisht banaa kar hu.aa KHudaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hitch-hiker
terii chaahat bhii muqaddas terii qurbat bhii bahisht
des paradesh kii tafriiq ghaTegii kaise
Ahmad Faraz
Ghazal
bahisht-e-tasavvur ke jalve hai.n mai.n huu.n
judaa.ii salaamat maze aa rahe hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
yahii.n bahisht bhii hai huur o jibra.iil bhii hai
tirii nigah me.n abhii shoKHi-e-nazaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
sunte hai.n jo bahisht kii taariif sab durust
lekin KHudaa kare vo tiraa jalva-gaah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
shaiKH aur bahisht kitne ta.ajjub kii baat hai
yaa-rab ye zulm KHuld kii aab-o-havaa ke saath