SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahr ul mohabbat shaikh mushafi ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "bahr ul mohabbat shaikh mushafi ebooks"
Ghazal
Anwar-ul-Haq Ahmar Lucknowi
Ghazal
naukrii, shaa.irii, ghar-baar, zamaana, qadre.n
ik mohabbat hii kaa aazaar nahii.n hotaa yaar
Iftikhar Mughal
Ghazal
ik mohabbat to ka.ii baar bhii ho saktii hai
ek hii shaKHs ka.ii baar nahii.n ho saktaa
Abbas Tabish
Ghazal
sau baar chaman mahkaa sau baar bahaar aa.ii
duniyaa kii vahii raunaq dil kii vahii tanhaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
har ek shaaKH pe khilne lage bahaar me.n phuul
har ek dil me.n uThii hai kasak mohabbat kii
Naz Butt
Ghazal
mai.n ne har gaam use avval o aaKHir jaanaa
lekin us ne mujhe lamho.n kaa musaafir jaanaa
Kausar Niyazi
Ghazal
aab-o-daana tiraa ai bulbul-e-zaar uThtaa hai
fasl-e-gul jaatii hai saamaan-e-bahaar uThtaa hai
Mubarak Azimabadi
Ghazal
aap kii aa.nkh agar aaj gulaabii hogii
merii sarkaar ba.Dii saKHt KHaraabii hogii
Abdul Hamid Adam
Ghazal
jab dil me.n tire Gam ne hasrat kii binaa Daalii
duniyaa mirii raahat kii qismat ne miTaa Daalii
Fani Badayuni
Ghazal
kahii.n kahii.n se mohabbat vasuul hone lagii
du.aa jo kii hii nahii.n thii qubuul hone lagii
Hasan Zaheer Raja
Ghazal
vahaa.n shaayad ko.ii baiThaa hu.aa hai
abhii khi.Dkii me.n ik jaltaa diyaa hai
Aadil Raza Mansoori
Ghazal
bahs us kii merii vaqt-e-mulaaqaat ba.Dh ga.ii
baate.n hu.ii.n kuchh aisii ki bas baat ba.Dh ga.ii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kisii hikmat kisii tadbiir se baahar nikle
paa.nv ik baar to zanjiir se baahar nikle
Akhlaque Bandvi
Ghazal
is gulshan-e-pur-KHaar se maanind-e-sabaa bhaag
vahshat yahii kahtii hai ki zanjiir tu.Daa bhaag
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mus.haf-e-ruKH kaa tumhaare jo sanaa-KHvaa.n hotaa
dil-e-betaab miraa haafiz-e-qur.aa.n hotaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
sab yaar the hamraah magar yaar nahii.n the
ham misl-e-zamaana kabhii hushyaar nahii.n the