SEARCH RESULTS
Showing search results for "barastaa"
Ghazal MATCHES FOR "barastaa"
Ghazal
Gulzar
Ghazal
ye kaun jalva-fagan hai mirii nigaaho.n me.n
qadam qadam pe barastaa hai nuur raaho.n me.n
Jahangeer nayab
Ghazal
zindagii bhar mai.n khulii chhat pe kha.Dii bhiigaa kii
sirf ik lamha barastaa rahaa saavan ban ke
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
baarish kii tarah mujh pe barastaa rahaa vo shaKHs
ban kar vo ik sahaab ba.Dii der tak rahaa
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
ye kaise koh ke andar mai.n dafn thaa 'baanii'
vo abr ban ke barastaa rahaa hai mere liye
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
din ko ik nuur barastaa hai mirii turbat par
raat ko chaadar-e-mahtaab tanii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
KHvaab ban kar tuu barastaa rahe shabnam shabnam
aur bas mai.n isii mausam me.n nahaa.e jaa.uu.n
Obaidullah Aleem
Ghazal
Kaleem Usmani
Ghazal
abr-e-rahmat hii barastaa nazar aayaa zaahid
KHaak u.Dtii kabhii dekhii na KHaraabaato.n me.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
KHaak u.Dtii bhii rahii abr barastaa bhii rahaa
ham ne dekhe kabhii sahraa kabhii dariyaa-chehre
Jameel Malik
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
barastaa hai kaif-e-shabaab-e-mohabbat
har aa.nsuu hai jaam-e-sharaab-e-mohabbat
Jigar Moradabadi
Ghazal
pyaasii hai ruuh jism sharaabor hai to kyaa
be-kaar me.nh barastaa rahaa saa.ebaan par
Zafar Iqbal
Ghazal
tire biimaar-e-Gam ke hai.n jo Gam-KHvaar
barastaa un pe hai maatam abhii se
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Farah iqbal
Ghazal
aap ke ruKH se barastaa hai sahar kaa joban
aap kii zulf ke saa.e me.n ghaTaa aatii hai
Sabir Dutt
Ghazal
baadal kii ibaadat hai barastaa hu.aa paanii
aa.nsuu kii Gazal hamd-o-sanaa allah hii allaah
Bashir Badr
Ghazal
bujhii hai pyaas zamii.n kii to ye tapish kyuu.n hai
vo abr hai to barastaa hu.aa nazar aa.e
Ameer Qazalbash
Ghazal
aashiqo.n kii aa.nkh se har dam barastaa hai lahuu
ra.ng par hai aaj-kal meh.ndii tumhaare haath me.n