SEARCH RESULTS
Showing search results for "bardaasht"
Ghazal MATCHES FOR "bardaasht"
Ghazal
tuu bhii ai shaKHs kahaa.n tak mujhe bardaasht kare
baar baar ek hii chehra nahii.n dekhaa jaataa
Abbas Tabish
Ghazal
maashuuq ke kahe kaa buraa maante ho 'daaG'
bardaasht aadmii kii tabii.at me.n chaahiye
Dagh Dehlvi
Ghazal
is shahr ke logo.n me.n nahii.n quvvat-e-bardaasht
ye shahr to saaraa hii fasaadii hai chalaa jaa
Shozeb Kashir
Ghazal
ishq nuqsaan kaa saudaa thaa 'zafar' mere ba.ad
jaane bardaasht kiyaa meraa KHasaara kis ne
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
tere qadmo.n ke sivaa un kii talaafii hii nahii.n
mai.n jo bardaasht kii hai.n zillate.n tere liye
Bismil Saeedi
Ghazal
bardaasht ise ishq kii Gairat na karegii
kyuu.n tujh se kahuu.n mai.n ki zamaane ke liye aa
Ramz Afaqi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
Galatii kii ki muravvat me.n musiibat jhelii
zulm bardaasht hii karnaa thaa na chup rahnaa thaa
Rashid Aazar
Ghazal
shukriya aap ne bardaasht to kar lii ye Gazal
aap bhii jaa.iye ab ham bhii sidhaare saahab
Nadeem Sirsivi
Ghazal
ek chehra hai jise dekh nahii.n paataa huu.n
haar aisii hai ki bardaasht nahii.n hotii hai
Ashraf Jahangeer
Ghazal
Muhammad Rashid Athar
Ghazal
habs-e-jaa.n qaabil-e-bardaasht nahii.n rabb-e-kariim
khol de siina chalaa is me.n havaa tho.Dii sii
Adeel Zaidi
Ghazal
bardaasht kii hado.n se miraa dil guzar gayaa
aa.ndhii uThii to ret kaa Tiila bikhar gayaa
Sajid Asar
Ghazal
vaa.n muusaa barq-e-tajallii na kar sake bardaasht
yaa.n aaqaa ko mire me.araaj tak ho jaatii hai