SEARCH RESULTS
Showing search results for "bardaasht"
Nazm MATCHES FOR "bardaasht"
Nazm
hinDola
vo bachpanaa jise bardaasht apnii mushkil ho
vo bachpanaa jo KHud apnii hii tevriyaa.n sii cha.Dhaa.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
mazdur
piiTh par naaqaabil-e-bardaasht ik baar-e-garaa.n
zo.af se larzii hu.ii saare badan kii jhurriyaa.n
Seemab Akbarabadi
Nazm
main apni nazmen wapas lene ko tayyar hun
taaki mai.n bardaasht kar sakuu.n
duniyaa kii laaparvaa.ii
Tanveer Anjum
Nazm
matam-e-nim-shab
aur qabr se baahar jise sukuut bardaasht karne kii sazaa milegii
is kii haalat kitnii bhayaanak hogii
Farooq Nazki
Nazm
meri aankhen
merii bardaasht sah jaa.e
agar bas ek hii dajjaal tum ko dekh saktaa ho
Bilal Aswad
Nazm
na-KHalaf mizaj ki musaddaqa taslimat
aur zehn ke riste hu.e patiile me.n
din bhar bardaasht kaa laavaa khaultaa hai
Sidra Sahar Imran
Nazm
ek mansube mein dar-pesh dushwariyan
tum bhii patthar hii barsaanaa
merii laash bardaasht nahii.n kar sakegii
Anwar Sen Roy
Nazm
rail ka safar
farmaane lage aap kahaa.n jaa.oge bhayyaa
bardaasht bhii kar paa.oge raste kii sa.uubat
Raza Naqvi Vahi
Nazm
nuqush-e-fikr-o-‘amal
kohsaar-o-samaa jis ke uThaane se the maa'zuur
bardaasht vo ik baar-e-garaa.n ham ne kiyaa hai
Inam Thanvi
Nazm
chhachhundar
is liye sab log Dhiilii chaarpaa.ii par hai.n mast
saKHtiyaa.n bardaasht kar paate nahii.n