SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-giyaah"
Ghazal MATCHES FOR "be-giyaah"
Ghazal
aa.nkhe.n hai.n KHushk suurat-e-sahraa-e-be-giyaah
siina hujuum-e-ashk se giryaa.n hai in dino.n
Zuhoor Nazar
Ghazal
mai.n dasht-e-be-giyaah me.n bhejii ga.ii magar
kartii phiruu.n mai.n dasht me.n haa.e idhar udhar
Sayyada Humaa Shah
Ghazal
is dasht-e-be-giyaah me.n majbuur huu.n kha.Daa
manzil kaa kuchh nishaan de rastaa bataa bhii de
Parkash Fikri
Ghazal
mai.n apne-aap me.n sarsabz phir bhii rahtaa huu.n
agarche kisht-e-tamannaa hai be-giyaah mirii
Sultan Akhtar
Ghazal
shajar huu.n 'nasr' kisii be-giyaah sahraa kaa
samar kaa mujh se ko.ii shaKHs aasraa na kare
M. Nasrullah Nasr
Ghazal
majnuu.n ko saazgaar thaa 'daa.em' pa-e-KHiraam
kahne ko be-giyaah thaa sahraa haraa na thaa
Ghulam Mustafa Daim
Ghazal
be-aab o be-giyaah hai ye dil kaa dasht bhii
ik nahr aa.nsu.o.n kii yahaa.n bhii bahaa.ii jaa.e
Shahryar
Ghazal
be-aab-o-be-gyaah hu.aa us ko chho.D kar
kaise bujhaa.uu.n pyaas mai.n patthar nicho.D kar
Shakeeb Ayaz
Ghazal
apnaa pa.Daav dasht-e-vafaa be-aab-o-giyaah
tum ko to do chaar qadam hii jaanaa hai
Parveen Fana Syed
Ghazal
kabhii sarsabz hai manzar kabhii be-aab-o-giyaah
kisht-e-ummiid me.n ye kaisaa fusuu.n dau.Dtaa hai
Sultan Akhtar
Ghazal
pahaa.D se ko.ii raah utre to mai.n bhii dekhuu.n
bulandiyo.n se nigaah utre to mai.n bhii dekhuu.n
Akhtar Shaikh
Ghazal
mahv-e-hairat hai tahayyur bhii jahaa.n par 'taabish'
aise be-aab-o-giyah dasht ko ghar kis ne kiyaa
Moin Tabish
Ghazal
sab KHayaal us ke liye hai.n sab savaal us ke liye
rakh diyaa ham ne hisaab-e-maah-o-saal us ke liye
Akhtar Husain Jafri
Ghazal
gulo.n me.n rang nahii.n mausam-e-bahaar nahii.n
mirii hayaat magar phir bhii sogvaar nahii.n
Surayya Sultana Naseem Niyazi
Ghazal
zabaa.n gul-o-giyaah kii hai shikva-sanj-e-be-dilii
yahii tumhaaraa baaG hai isii ke baaGbaa.n ho tum
Ijtiba Rizvi
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
kuchh aur rang mai.n tartiib-e-KHushk-o-tar kartaa
zamii.n bichhaa ke havaa o.Dh ke basar kartaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
vasf-e-jamaal-e-zauq hai ahl-e-nigaah kaa
hairat kahuu.n ki shor kahuu.n vaah vaah kaa