SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-iKhtiyaar"
Ghazal MATCHES FOR "be-iKHtiyaar"
Ghazal
paaband-e-hukm-e-girya-e-be-iKHtiyaar huu.n
mai.n sail-e-aabshaar huu.n abr-e-bahaar huu.n
Bekhud Mohani
Ghazal
kaam aaKHir jazba-e-be-iKHtiyaar aa hii gayaa
dil kuchh is suurat se ta.Dpaa un ko pyaar aa hii gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
usii ke saamne be-iKHtiyaar hotaa huu.n
mai.n jaan-buujh ke us kaa shikaar hotaa huu.n
Ali Zaryoun
Ghazal
vo ik nigaah jo be-iKHtiyaar kartii hai
dilo.n ko dard kaa ummiid-vaar kartii hai
Adeeb Malegavi
Ghazal
zamii.n pe baiTh ke be-iKHtiyaar Dhuu.nDhtaa huu.n
mai.n aasmaan kaa gard-o-Gubaar Dhuu.nDhtaa huu.n
Osaama ameer
Ghazal
Harsh Kumar Bhatnagar
Ghazal
Jazib Quraishi
Ghazal
zabaa.n se kuchh mirii be-iKHtiyaar niklaa hai
tabhii to lafzo.n me.n dil kaa Gubaar niklaa hai
Alka Sharar
Ghazal
ik aks dil ke taT se be-iKHtiyaar phuuTe
jab chaa.nd us nagar kii jhiilo.n ke paar phuuTe
Nasir Shahzad
Ghazal
pyaar un ko dekh kar be-iKHtiyaar aa hii gayaa
vo jo aa.e dil miraa diivaana-vaar aa hii gayaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
be-iKHtiyaar ham jo sar-e-bazm ro diye
kitne sunahre KHvaab in aa.nkho.n ne kho diye
Mahendra Partap Chand
Ghazal
rahiin-e-jazba-e-be-iKHtiyaar hone do
jo ho rahaa hai ko.ii be-qaraar hone do
Zahiir Ahmad Taaj
Ghazal
chalaa hai baadiya-e-justujuu ko tai karne
shuguun-e-girya-e-be-iKHtiyaar kartaa jaa
Bekhud Mohani
Ghazal
majbuur huu.n kashaakash-e-husn-e-nigaah me.n
be-iKHtiyaar huu.n Gam-e-be-iKHtiyaar se