SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-iKhtiyaar"
Nazm MATCHES FOR "be-iKHtiyaar"
Nazm
sham-e-rah-guzar
ziist be-iKHtiyaar guzrii hai
juu.n nasiim-e-bahaar guzrii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ai nigar-e-watan
vo ek lamha tire Gam me.n jo guzaaraa thaa
sukuun-e-KHaatir-e-be-iKHtiyaar hai ab bhii
Akhtar Payami
Nazm
phir na dekhe bahaar ki surat
ab dha.Daktaa hai baar baar dimaaG
dil-e-be-iKHtiyaar kii suurat
Syed Mohammad Ahmad Naqvi
Nazm
lab-bastagi
ye lamha saa'at-e-be-iKHtiyaar hai jaanaa.n
yahaa.n gumaa.n ke qabiile yaqii.n ko Dhaate hai.n
Safar Naqvi
Nazm
tere baghair
ho ga.e aql-o-KHirad nazr-e-junuu.n tere baGair
dil hai aur aaTho.n-pahar ik vahshat-e-be-iKHtiyaar
Jauhar Nizami
Nazm
matam-e-nim-shab
to be-iKHtiyaar sochtaa huu.n
hamaaraa kyaa hogaa agar saath chhuuT gayaa
Farooq Nazki
Nazm
holi
hai dhuum-dhaam pe be-iKHtiyaar holii me.n
gharo.n se saa.nvarii aur goriyaa.n nikal chaliyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
soKHta jism ka libas
ko.ii to be-iKHtiyaar merii taraf bhii aa.e
badan se chimTii qabaa ko KHud hii
Faisal Azeem
Nazm
raat aur rail
siina-e-kohsaar par cha.Dhtii hu.ii be-iKHtiyaar
ek naagan jis tarah mastii me.n lahraatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hindu musalmanon ka ittihad
baahe.n gale me.n Daalo be-iKHtiyaar dono.n
haa.n chho.D do ye ranjish ban jaa.o yaar dono.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
nawishta-e-pas-e-diwar
udaas chehro.n pe u.Dtaa Gubaar dekh liyaa
navaa-e-shauq ko be-iKHtiyaar dekh liyaa
Sarwar Alam Raz
Nazm
bulbul o parwana
ta.Dap ta.Dap ke jo be-iKHtiyaar kartaa hai
nahii.n hai aag ke shola se aah Dar tujh ko
Suroor Jahanabadi
Nazm
id ke din
nigaah-e-shauq pe parvaana-vaar girtii hai.n
tajalliyaa.n bhii hai.n be-iKHtiyaar iid ke din
Jauhar Nizami
Nazm
parchhaiyan
ye be-qaraar ye be-iKHtiyaar josh-e-numuud
ki jaise nuur kaa favvaara ho shafaq-aaluud