SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-iKhtiyaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "be-iKHtiyaar"
Ghazal
kaam aaKHir jazba-e-be-iKHtiyaar aa hii gayaa
dil kuchh is suurat se ta.Dpaa un ko pyaar aa hii gayaa
Jigar Moradabadi
Sher
kaam aaKHir jazba-e-be-iKHtiyaar aa hii gayaa
dil kuchh is suurat se ta.Dpaa un ko pyaar aa hii gayaa
Jigar Moradabadi
PAGE MATCHES FOR "be-iKHtiyaar"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
baa-iKHtiyaar
बा-इख़्तियार با اِخْتَیار
in authority, wielding power, powerful, authorized
Arabic, Persian
be-iKHtiyaar
बे-इख़्तियार بے اِخْتِیار
without control or authority, without choice or election, beyond control, helplessness, powerless, want of power
Arabic, Persian
ba-iKHtisaar
ब-इख़्तिसार بَہ اِخْتِصار
संक्षेप में, संक्षिप्त रूप से ।
Arabic, Persian
ba-iKHtiyaar-e-KHud
ब-इख़्तियार-ए-ख़ुद بَہ اِخْتِیارِ خُود
अपने अधिकार से ।।
Persian
MORE MATCHES FOR "be-iKHtiyaar"
Ghazal
zabaa.n se kuchh mirii be-iKHtiyaar niklaa hai
tabhii to lafzo.n me.n dil kaa Gubaar niklaa hai
Alka Sharar
Ghazal
zamii.n pe baiTh ke be-iKHtiyaar Dhuu.nDhtaa huu.n
mai.n aasmaan kaa gard-o-Gubaar Dhuu.nDhtaa huu.n
Osaama ameer
Kulliyat
khi.nchtaa hai us taraf hii ko be-iKHtiyaar dil
diivaana dil balaa-zada dil be-qaraar dil
Meer Taqi Meer
Ghazal
Harsh Kumar Bhatnagar
Ghazal
Jazib Quraishi
Sher
jazba-e-be-iKHtiyaar-e-shauq dekhaa chaahiye
siina-e-shamshiir se baahar hai dam shamshiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
be-iKHtiyaar ham jo sar-e-bazm ro diye
kitne sunahre KHvaab in aa.nkho.n ne kho diye
Mahendra Partap Chand
Nazm
sham-e-rah-guzar
ziist be-iKHtiyaar guzrii hai
juu.n nasiim-e-bahaar guzrii hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
usii ke saamne be-iKHtiyaar hotaa huu.n
mai.n jaan-buujh ke us kaa shikaar hotaa huu.n
Ali Zaryoun
Ghazal
vo ik nigaah jo be-iKHtiyaar kartii hai
dilo.n ko dard kaa ummiid-vaar kartii hai
Adeeb Malegavi
Ghazal
ik aks dil ke taT se be-iKHtiyaar phuuTe
jab chaa.nd us nagar kii jhiilo.n ke paar phuuTe
Nasir Shahzad
Qita
butaa.n ke ishq ne be-iKHtiyaar kar Daalaa
vo dil ki jis kaa KHudaa.ii me.n iKHtiyaar rahaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
kahtaa hai kaun 'miir' ki be-iKHtiyaar ro
aisaa tuu ro ki rone pe tere ha.nsii na ho
