SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-jaane"
Ghazal MATCHES FOR "be-jaane"
Ghazal
kaun hai jhuuTaa kaun hai sachchaa Thiik nahii.n
be-jaane ye ham ko kahnaa Thiik nahii.n
Asim Jafri
Ghazal
zamaana saKHt kam-aazaar hai ba-jaan-e-asad
vagarna ham to tavaqqo ziyaada rakhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
chalte chalte ye galii be-jaan hotii jaa.egii
raat hotii jaa.egii sunsaan hotii jaa.egii
Ameer Imam
Ghazal
bahuto.n ne jise arsh pe be-jaan me.n dekhaa
ham ne to use jiite-jii is jaan me.n dekhaa
nayan sukh
Ghazal
ashk chashm-e-but-e-be-jaa.n se nikal saktaa hai
aah-e-pur-soz se patthar bhii pighal saktaa hai
Nazim Barelvi
Ghazal
zindagii kii thaa alaamat ik hunar be-jaan saa
rah gayaa tasviir ko.ii dekh kar hairaan saa
Wafa Naqvi
Ghazal
tan-e-be-jaa.n me.n ab rahaa kyaa hai
dekhiye marzi-e-KHudaa kyaa hai
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
Anwar Jalalpuri
Ghazal
KHvaab aa.nkho.n ke ye be-jaan kahaa.n hote hai.n
raaste sabr ke aasaan kahaa.n hote hai.n
Farida Alam Fahmi
Ghazal
lafz be-jaa.n hai.n mire ruuh-e-ma.aanii mujhe de
apnii taKHliiq se tuu ko.ii nishaanii mujhe de
Ram Riyaz
Ghazal
ham ko baraa-e-duniyaa be-jaan kar diyaa hai
kyaa ishq tuu ne jiinaa aasaan kar diyaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ko.ii be-jaa.n ko.ii be-ghar nahii.n dekhaa jaataa
roz tarraara-e-mahshar nahii.n dekhaa jaataa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
zindagii KHaak-basar shola-ba-jaa.n aaj bhii hai
tujh ko kho kar tujhe paane kaa gumaa.n aaj bhii hai
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
Gam-e-insaa.n se jo dil sho.ala-ba-jaa.n hotaa hai
vahii har daur me.n memaar-e-jahaa.n hotaa hai