SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-rahmii-e-dil-daar"
Ghazal MATCHES FOR "be-rahmii-e-dil-daar"
Ghazal
haa.e be-rahmii-e-dil-daar se be-qadrii jaan
ziist se aap hamaarii hu.e bezaar ki ham
Qalaq Merathi
Ghazal
is dil me.n agar jalva-e-dil-daar na hotaa
zinhaar ye dil maz.har-e-asraar na hotaa
Shah Aasim
Ghazal
kuchh mohabbat me.n ajab sheva-e-dil-daar rahaa
mujh se inkaar rahaa Gair se iqraar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
kitnaa hasii.n thaa jurm-e-Gam-e-dil ki do-jahaa.n
dar pe hai.n aaj tak mire ra.ng-e-qubuul ke
Dil Ayubi
Ghazal
sadma-e-be-rahmi-e-saaqii na uTThaa bazm me.n
jii bhar aayaa dekh kar KHaalii subuu rone lagaa
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
hosh kho baiThii hai jazbaat me.n aa kar duniyaa
dil ke uThte hu.e jazbaat se Dar lagne lagaa
Dil Sikandarpuri
Ghazal
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
be-rahmii-e-haalaat hai hathiyaar sambhaalo
bhaagoge to siino.n ko sipar kaun karegaa
Pakiza Beg
Ghazal
ham hai.n be-rahmii-e-haalaat se vaaqif phir bhii
aa.nkh me.n roz na.e KHvaab sajaa lete hai.n
Omaima Yusuf
Ghazal
haa.e be-rahmii-e-sayyaad sataane ko mire
noch kar kahtaa hai kyaa in ko hii par kahte hai.n
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
pha.ns chukii daam me.n sayyaad ke jab bulbul-e-zaar
ronaa kyaa faa.eda be-rahmii-e-sayyaad se ab
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
aaj-kal mahv-e-safaa-e-aariz-e-dil-daar huu.n
mere rahne ko ab aa.iine kaa KHaana chaahiye
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
ahl-e-jafaa se kahnaa taraashe.n saliib-o-daar
shaayaan-e-sarv-qaamat-e-dil-daar ab ko.ii
Shahid Ishqi
Ghazal
thaa zindagii se pyaar to biimaar kyo.n hu.e
ya.anii asiir-e-gesuu-e-dil-daar kyo.n hu.e
Nasir Ansari
Ghazal
Gairat-e-dil-daada-o-dil-daar kii jaatii rahii
ab to jo honaa thaa ai aaqaa-e-aalii ho gayaa
Dattatriya Kaifi
Ghazal
zamiin-e-kuucha-e-dil-daar ne kyaa paa.nv pak.De hai.n
milii diivaangaan-e-ishq ko zanjiir miTTii kii