SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-saaz"
Ghazal MATCHES FOR "be-saaz"
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
mutrib-e-shahr kii aavaaz me.n dilkash sii khanak
aaj bhii naGma-e-be-saaz kahaa.n bhuulaa hai
Masood Tanha
Ghazal
dil ne aaGaaz jo ik naGma-e-be-saaz kiyaa
saaz-e-nairangii-e-fitrat ko ham-aavaaz kiyaa
Jaleel Qidwai
Ghazal
jaan barbaad-e-tamannaa dil KHaraab-e-aarzuu
har-nafas raah-e-talab me.n naGma-e-be-saaz hai
Afqar Mohani
Ghazal
be-saaz gungunaayaa gayaa mujh ko har gha.Dii
be-taal hii suruud me.n rakkhaa gayaa mujhe
Faqeeh Haidar
Ghazal
chhe.Daa thaa jise pahle-pahal terii nazar ne
ab tak hai vo ik naGma-e-be-saaz-o-sadaa yaad
Jigar Moradabadi
Ghazal
mad.hosh kiyaa jis ne mujhe soz-e-navaa se
ab tak hai vahii naGma-e-be-saaz-o-sadaa yaad
Hayat Amrohvi
Ghazal
zindagii naGma-e-be-saaz-o-navaa thii pahle
aaj tak KHair se ai dard-e-nihaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
aaKHir-e-shab jo fazaa.o.n me.n chhi.Daa hotaa hai
vo bhii kyaa naGma-e-be-saaz-o-sadaa hotaa hai
Badr Shamsi
Ghazal
kushta-e-zabt-e-fuGaa.n naGma-e-be-saaz-o-sadaa
uf vo aa.nsuu jo lahuu ban ke Tapaktaa hogaa
Haneef Akhgar
Ghazal
Ahmad Javaid
Ghazal
zamii.n pa.Dii rahii be-saaz-o-barg kis kii thii
kahii.n baras gayaa abr-e-bahaar kis kaa thaa
Zeb Ghauri
Ghazal
Hasrat Saharvardi
Ghazal
ba-sad-KHuluus ba-sad-ehtiraam karte chalo
buzurg jab bhii mile.n tum salaam karte chalo
Abrar Nghmi
Ghazal
ba-sad-KHuluus ba-sad-ehtiraam likh denaa
tum un ko KHat me.n hamaaraa salaam likh denaa
Mashkoor Muradabadi
Ghazal
ba-sad-KHuluus ba-sad-ehtimaam hotii hai
suKHan ke naam pe hujjat tamaam hotii hai