SEARCH RESULTS
Showing search results for "bedardi-e-haalaat"
Ghazal MATCHES FOR "bedardi-e-haalaat"
Ghazal
sharah-e-bedardi-e-haalaat na hone paa.ii
ab ke bhii dil kii mudaaraat na hone paa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
merii KHaamoshii-e-paiham kaa unhe.n shikva hai
zikr-e-be-dardii-e-haalaat karuu.n yaa na karuu.n
Arsh Sahbai
Ghazal
haalat-e-qalb sar-e-bazm bataa.uu.n kyuu.nkar
parda-e-dil me.n hai ik parda-nashii.n kaa laalach
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jabr-e-haalaat kaa to naam liyaa hai tum ne
apne sar bhii kabhii ilzaam liyaa hai tum ne
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kyaa kahuu.n bedardii-e-sayyaad-e-ishq
us ke phande me.n na aanaa chaahiye
Sayad Humayun Mirza Haqeer
Ghazal
phir siyah-posh hu.ii shaam nazar me.n rakhnaa
tum ye bedardii-e-ayyaam nazar me.n rakhnaa
Naz Qadri
Ghazal
apnii hii badaulat hai nasheman kii KHaraabii
minnat-kash-e-be-dardi-e-sayyaad nahii.n hai
Fani Badayuni
Ghazal
chehro.n pe Gubaar-e-Gam-e-haalaat pa.Daa hai
ham ahl-e-KHaraabaat pe ye vaqt ka.Daa hai
Basit Azeem
Ghazal
kis se be-dardii-e-ahbaab kaa shikva kiije
naam be-taabii-e-dil kaa KHafaqaa.n rakhte hai.n
Ashk Rampuri
Ghazal
jaane palak jhapakne me.n kyaa gul khilaa.e vaqt
har dam nazar ba-suurat-e-haalaat chaahiye
Anjum Rumani
Ghazal
ham se har-chand vo zaahir me.n KHafaa hai.n lekin
koshish-e-pursish-e-haalaat chalii jaatii hai
Hasrat Mohani
Ghazal
zindagii ek nahii.n laakh umiido.n kaa bharam
maut naa-kaami-e-haalaat ke dar tak pahu.nche
Bismil Aazmi
Ghazal
aql raas aa na ga.ii ho tire diivaane ko
fikr-e-naa-saazii-e-haalaat kahaa.n thii pahle
Shiv Dayal Sahab
Ghazal
vo zaKHm-KHurda-e-haalaat KHud rahii lekin
tamaam nik.hat o naGma tamaam rang thii vo
Wali Alam Shaheen
Ghazal
hu.ii hai KHaak se merii numuud me.n bhii yahaa.n
asiir-e-gardish-e-haalaat huu.n zamii.n kii tarah
Khawar Rizvi
Ghazal
ko.ii nazr-e-Gam-e-haalaat na hone paa.e
aur har baat ho ye baat na hone paa.e
Abdul Rahman Khan Wasfi Bahraichi
Ghazal
mai.n is yak-ra.ngi-e-haalaat se uktaa chukaa huu.n
haqiiqat se mukarnaa ab zaruurii ho gayaa hai