SEARCH RESULTS
Showing search results for "bel"
Ghazal MATCHES FOR "bel"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
tere qaamat se bhii lipTii hai amar-bel ko.ii
merii chaahat ko bhii duniyaa kii nazar khaa ga.ii dost
Ahmad Faraz
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
miTTii se bel-buuTe kyaa KHushnumaa ugaa.e
pahnaa ke sabz KHil.at un ko javaa.n banaayaa
Ismail Merathi
Ghazal
jis tarah pe.D ko ba.Dhne nahii.n detii ko.ii bel
kyaa zaruurii hai mujhe gher ke maaraa jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
ab na vo chhat hai na vo ziina na anguur kii bel
sirf ik us ko bhulaane kii qasam baaqii hai
Nida Fazli
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
jo shar-pasand hai.n nafrat ke biij bote rahe.n
juTe rahe.nge mohabbat kii daaG-bel me.n ham
Shozeb Kashir
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
bahut se log the suqraat-kar o iisaa-dam
usii hujuum me.n ik be-shumaar mai.n bhii thaa
Saqi Faruqi
Ghazal
diivaar pe vaa'do.n kii amar-bel cha.Dhaa dii
ruKHsat ke liye aur bahaana hii nahii.n thaa