SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhen ke lode"
Ghazal MATCHES FOR "bhen ke lode"
Ghazal
ja.ngal kha.De hai.n bhed ke aur ajnabii shajar
shaaKHe.n nahii.n saliib ki dushvaar hai najaat
Wahab Danish
Ghazal
mutma.in aap na ho.n bhej ke zindaa.n me.n hame.n
inqilaabaat uThaa karte hai.n zindaano.n se
Athar Ziai
Ghazal
ehtiyaat rakhne kii ko.ii had bhii hotii hai
bhed ham ne khole hai.n bhed ko chhupaane me.n
Alam Khursheed
Ghazal
khulaa ye bhed ki tanhaa.iyaa.n hii qismat hai.n
ik umr dekh liyaa mahfile.n sajaa kar bhii
Riaz Majeed
Ghazal
ravaangii me.n samay kaa KHayaal karte hai.n
phir us ko bhej ke pahro.n malaal karte hai.n
Balmohan panday
Ghazal
aaj kal bhes me.n leader ke hai shaitaa.n samjhaa
magar is bhed ko hinduu na musalmaa.n samjhaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
dekhiye kitne KHariidaar hai.n kyaa uThnaa hai
jins dil bhej ke un ko ko.ii hai baazaaro.n me.n
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
pahu.nch rahaa huu.n kisii bhed ke bahut nazdiik
ki jaise apnaa hii idraak hone vaalaa hai
Javed Shaheen
Ghazal
mere vijdaan me.n rahte hai.n kisii yaad ke dukh
KHvaab kuchh bhej ke yaado.n ko sulaayaa hotaa
Khaleel Husain Balooch
Ghazal
hamesha haath me.n rahte hai.n phuul un ke liye
kisii ko bhej ke ma.ngvaane tho.Dii hote hai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
jaan kii baazii lagaa dii bhed ke khulne talak
ishq vaalo.n ko hamaaraa falsafa achchhaa lagaa
Vishal Khullar
Ghazal
ik sharar bhed ke maanind chhupaa hai dil me.n
ek vo ranj ki zaahir nahii.n peshaanii par
Asghar Ali Abbas
Ghazal
ham dekhte hai.n tum me.n KHudaa jaane buto kyaa
is bhed ko allaah kii qasam kah nahii.n sakte
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
tire nisaar kisii aise Gam-gusaar ko bhej
ki dil kii bhuul-bhulayyo.n se Dhuu.nD laa.e mujhe