SEARCH RESULTS
Showing search results for "boliye"
Ghazal MATCHES FOR "boliye"
Ghazal
Dasne lage hai.n KHvaab magar kis se boliye
mai.n jaantii thii paal rahii huu.n sa.npoliye
Parveen Shakir
Ghazal
ho.nTo.n ko sii chuke to zamaane ne ye kahaa
yuu.n chup sii kyuu.n lagii hai ajii kuchh to boliye
Rajendera Krishan
Ghazal
ham ne hasrato.n ke daaG aa.nsu.o.n se dho liye
aap kii KHushii huzuur boliye na boliye
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ye sun ke mai.n ne 'naziir' us se yuu.n kahaa ha.ns kar
jo ko.ii bole to albatta boliye saahib
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
har ik ba-zom-e-KHvesh jahaa.n ho suKHan-shanaas
behtar ye hai 'sabaa' ki vahaa.n kuchh na boliye
Saba Akbarabadi
Ghazal
bolne par ko.ii paabandii nahii.n kuchh boliye
haa.n magar aavaaz uTThegii dabaa dii jaa.egii
Ehteram Islam
Ghazal
aap kaa lahja shahad jaisaa tarannum-KHez hai
KHaamushii ab to.Diye aur boliye mere liye
Indira Varma
Ghazal
kal vo jo bolaa Tuk to kahaa ham ne mu.nh phiraa
KHair ab na ham se boliye zinhaar bas jii bas
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
bechnaa to hai nahii.n iimaan phir bhii boliye
is kaa baazaaro.n me.n ham ko daam kyaa mil jaa.egaa
Chandra Shekhar Varma
Ghazal
ruu-e-KHitaab hai kisii naazuk-mizaaj se
chehre pe haal likhiye nigaaho.n se boliye
Murtaza Barlas
Ghazal
sau baar aap kah chuke ham se na boliye
ye ho gayaa hai aap kaa takiya-kalaam kyaa
Murli Dhar Shad
Ghazal
ehsaas ke makaan kaa darvaaza kholiye
sach ko dabii zabaa.n se sahii sach to boliye
Noor Ahmad Noor
Ghazal
ye fazl-e-rabbii hai rishvat na boliye is ko
to aise maal kaa khaanaa haraam tho.Dii hai
Hameed Dilkash Khandwi
Ghazal
ham bhii mu.nh me.n zabaan rakhte hai.n
itnaa uu.nchaa na boliye saahab
Mohammad Ali Mauj Rampuri
Ghazal
dekhaa jo dil ko chup to vafaa.o.n ne ye kahaa
itnii taviil shab hai are kuchh to boliye