SEARCH RESULTS
Showing search results for "book-rack"
Ghazal MATCHES FOR "book-rack"
Ghazal
biite hu.e lamho.n kii KHushbuu hai mire ghar me.n
book-rack pe rakkhe hai.n yaado.n ke ka.ii album
Zubair Rizvi
Ghazal
udaas kaaGzii mausam me.n rang o buu rakh de
har ek phuul ke lab par miraa lahuu rakh de
Bekal Utsahi
Ghazal
Raazdan Raaz
Ghazal
mai.n sa.nglaaKH zamiino.n ke raaz kahtaa huu.n
mai.n giit ban ke chaTaano.n ke biich guu.njaa huu.n
Raj Narayan Raaz
Ghazal
hamaare daur kaa har raa.njhaa but-parast hai 'raaz'
hamaare daur kii har ek hiir patthar kii
Ismail Raaz
Ghazal
Baldev Raaj
Ghazal
nikal ke phuul se buu ram na kar sake jaise
ham apne aap se aise faraar karte rahe
Shaukat Wasti
Ghazal
aagahii ne jab dikhaa.ii raah-e-irfaan-e-habiib
but the jitne dil me.n sab qibla-numaa hone lage
Sarwar Alam Raz
Ghazal
T N Raaz
Ghazal
ai 'raaz' bahut Dariye bach bach ke zaraa chaliye
duniyaa ne bahut uu.nchaa le jaa ke giraayaa hai
Jameel Ahmad Raaz
Ghazal
Raaz Muradabadi
Ghazal
begaana-vaar ishq kii manzil ko tai kiyaa
bach kar chalaa mai.n KHaar-o-KHas-e-rasm-o-raah se
Raaz Muradabadi
Ghazal
va.ada kiyaa hai 'buum' se milne kaa raat ko
um.Daa hu.aa hai siine me.n tuufaan-e-aarzuu
Boom Merathi
Ghazal
KHushii thii itnii tirii rail chhuuT jaane kii
mai.n books rakh ke uThaataa rahaa tirii qasme.n
Idris Babar
Ghazal
farmaa.n-barii ne da.ave KHudaa.ii ke kho diye
allaah terii shaan vo but raam ho gayaa
Rasikh Dehlvi
Ghazal
kab khul sakaa hai aql pe ye raaz-e-hast-o-buud
fikr-o-nazar ke saath hai.n ehsaas ke quyuud
Syed Siddiq Hasan
Ghazal
Ashraf Baqri
Ghazal
kaise bhuule hu.e hai.n gabr o musalmaa.n dono.n
dair me.n but hai na ka.abe me.n KHudaa rakkhaa hai