SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhappar"
Ghazal MATCHES FOR "chhappar"
Ghazal
vo dhuup ke chhappar ho.n yaa chhaa.nv kii diivaare.n
ab jo bhii uThaa.e.nge mil jul ke uThaa.e.nge
Bashir Badr
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
chhappar ke chaa.e-KHaane bhii ab uu.nghne lage
paidal chalo ki ko.ii savaarii na aa.egii
Bashir Badr
Ghazal
bhaag aise rahnumaa se jo lagtaa hai KHizr saa
jaane ye kis jagah tujhe chakkar me.n Daal de
Kaif Bhopali
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Ritu Singh Rajput Rit
Ghazal
aazaadii kaa manzar achchhaa lagtaa hai
shiish mahal se chhappar achchhaa lagtaa hai
Haleem Husain Zaidi
Ghazal
Kausar Mazhari
Ghazal
tere rahne ko munaasib thaa ki chhappar hotaa
ki na chaukhaT tirii hotii na miraa sar hotaa
Zareef Lakhnavi
Ghazal
dhuup me.n saaya mile bhii to kahaa.n se 'saadiq'
jal ga.e phuus ke chhappar ko banaate hu.e log
Ahtamam Sadiq
Ghazal
logo.n ko bas yaad rahegaa taaj-mahal
chhappar vaalaa ghar qissa ho jaataa hai
Prakhar Malviya Kanha
Ghazal
apnii haalat kaa ab ehsaas hu.aa hai aise
jaise chhappar ko.ii barsaat me.n chhaane nikle
Faheem Jogapuri
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
sho.alo.n kaa raqs aab-e-ravaa.n tak pahu.nch gayaa
dariyaa pe bah ke aa.e hai.n chhappar jale hu.e
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
Ahsan Aazmi
Ghazal
kaise aayaa hai mere sar pe ye chhappar dekho
mere paapaa kii hathelii ko bhii pa.Dh kar dekho