SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhappar"
Nazm MATCHES FOR "chhappar"
Nazm
muflisi
muflis ko deve.n ek tava.ngar ko chaar chaar
gar aur maa.nge vo to use jhi.Dke.n baar baar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mujhe sochne de
lahlahaate hu.e kheto.n pe javaanii kaa samaa.n
aur dahqaan ke chhappar me.n na battii na dhu.aa.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
zalzala
ek vo jis ko mayassar ho.n imaaraat-o-naqiib
ek vo jis ko na ho phuu.ns kaa chhappar bhii nasiib
Shakeel Badayuni
Nazm
shab-baraat
chhappar jalaao.ge to dilaavegii sub.h ko
tum se chabuutare me.n gunahgaarii shab-baraat
Nazeer Akbarabadi
Nazm
karachi
amiiro.n ke bangle Gariibo.n ke chhappar
balaa kii bulandii qayaamat kii pastii
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
mujhse milo tum
chhappar hotel ke TuuTe hu.e Table par
chaa.nd pe baiThii hu.ii bu.Dhiyaa ke nuuraanii charKHe me.n
Faisal Rehan
Nazm
taaqub apne ham-zad ka
surKH thaa jis kaa chhappar
ja.ngle kii kamzor salaaKHo.n se
Perwaiz Shaharyar
Nazm
hum ahl-e-KHauf
ye TuuTe phuuTe makaanaat uu.nghte chhappar
charaaG-e-shaam kii dhundlii sii raushnii ke amii.n
Asad Badayuni
Nazm
ek ghair aham fard ke liye
chhappar par phailii hu.ii torii kii belo.n me.n
batiyaa aanii shuruu.a hu.ii hai
Ishrat Afreen
Nazm
aaKHiri kos
vaadiyaa.n jharne charaagaahe.n maveshii panchhii
khet khaliyaan chhapar-khaT mire ghar kaa daalaan
Satyapal Anand
Nazm
gayon ka jalsa
vo raat ko detaa hai hame.n vaqt pe chaara
sardii ho to kartaa hai hamaare liye saayaa