SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhuttii"
Ghazal MATCHES FOR "chhuttii"
Ghazal
apnii yaado.n se kaho ik din kii chhuTTii de mujhe
ishq ke hisse me.n bhii itvaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
'Gaalib' chhuTii sharaab par ab bhii kabhii kabhii
piitaa huu.n roz-e-abr o shab-e-maahtaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
in bad-nasiib aa.nkho.n ne dekhii hai baar baar
diivaar me.n Gariib kii KHvaahish chunii hu.ii
Munawwar Rana
Ghazal
zamii.n chhuTii to bhaTak jaa.oge KHalaa.o.n me.n
tum u.Dte u.Dte kahii.n aasmaa.n na chhuu lenaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
saamne ko.ii bha.nvar hai na talaatum phir bhii
chhuuTtii jaa.e hai patvaar ye qissa kyaa hai
Hastimal Hasti
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
vaqt kii Dor ko thaame rahe mazbuutii se
aur jab chhuuTii to afsos bhii is kaa na hu.aa
Shahryar
Ghazal
tum mire saath the jab tak to safar raushan thaa
sham.a jis mo.D pe chhuuTii hai vahii.n raat hu.ii
Qaisarul Jafri
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
aah sahsaa kabhii school se chhuTTii jo mile
chiiKH kar bachcho.n kaa vo shor machaanaa aa.e
Ajay Sahaab
Ghazal
KHatm chhuTTii madrase kaa dar khulaa
aql-o-daanish ilm-o-fan kaa ghar khulaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
chhuuTii hai na chuuTegii kabhii pyaar kii aadat
mai.n KHuub samajhtaa huu.n jo anjaam hai pyaare
Kaleem Aajiz
Ghazal
kuchh vaqt kii qurbat ke liye lauT rahaa hai
tanKHvaah me.n chhuTTii kaa talabgaar sipaahii
Komal Joya
Ghazal
dhuup taalaab kaa huliya to badal saktii hai
itnii aasaanii se chhuTtii nahii.n kaa.ii saahab
Khurram Afaq
Ghazal
daal bhii chhoTii bahan us kii hai juu.n aatuuje
ek parkaala saa beTaa bhii hai ghar me.n un ke