SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhuttii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chhuttii"
Ghazal
apnii yaado.n se kaho ik din kii chhuTTii de mujhe
ishq ke hisse me.n bhii itvaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Sher
maktab-e-ishq kaa dastuur niraalaa dekhaa
us ko chhuTTii na mile jis ko sabaq yaad rahe
Meer Tahir Ali Rizvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chhuttii"
Sher
ai 'zauq' dekh duKHtar-e-raz ko na mu.nh lagaa
chhuTtii nahii.n hai mu.nh se ye kaafar lagii hu.ii
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
'Gaalib' chhuTii sharaab par ab bhii kabhii kabhii
piitaa huu.n roz-e-abr o shab-e-maahtaab me.n
Mirza Ghalib
Sher
daftar se mil nahii.n rahii chhuTTii vagarna mai.n
baarish kii ek buu.nd na be-kaar jaane duu.n
Azhar Faragh
Ghazal
in bad-nasiib aa.nkho.n ne dekhii hai baar baar
diivaar me.n Gariib kii KHvaahish chunii hu.ii
Munawwar Rana
Ghazal
zamii.n chhuTii to bhaTak jaa.oge KHalaa.o.n me.n
tum u.Dte u.Dte kahii.n aasmaa.n na chhuu lenaa
Irfan Siddiqi
Sher
dillii chhuTii thii pahle ab lucknow bhii chho.De.n
do shahar the ye apne dono.n tabaah nikle
Mirza Hadi Ruswa
Sher
logo.n ne aaraam kiyaa aur chhuTTii puurii kii
yakum may ko bhii mazduuro.n ne mazduurii kii
Afzal Khan
Nazm
hubb-e-watan
par chhuTaa jis se apnaa mulk o dayaar
jii hu.aa tum se KHud-ba-KHud bezaar