SEARCH RESULTS
Showing search results for "chi.Daa"
Ghazal MATCHES FOR "chi.Daa"
Ghazal
aap ke jaur kaa jab zikr chhi.Daa mahshar me.n
ham mukar jaa.e.nge sarkaar ko.ii baat nahii.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Gopaldas Neeraj
Ghazal
chhi.Daa zikr jab un ke jaur-o-sitam kaa
mujhe un ke laakho.n karam yaad aa.e
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
Rajendr Bahadur Mauj
Ghazal
zikr us parii-jamaal kaa jab aur jahaa.n chhi.Daa
fauran raqiib aa gayaa shaitaan kii tarah
Sarfaraz Shahid
Ghazal
vafaa kaa zikr chhi.Daa thaa ki raat biit ga.ii
abhii to rang jamaa thaa ki raat biit ga.ii
Taimur Hasan
Ghazal
saahib-ur-raa.e kahaa.n itne baham the pahle
ye chuniida to bahut chiida hu.aa karte the
Jawad Sheikh
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
taakaa thaa mujhe aur chhiddaa Gair kaa siina
ai vaah nikaale hai.n tire tiir ne kyaa par
Safi Aurangabadi
Ghazal
aur phir shaam hu.ii rang khile jaam bhare
aur phir zikr chhi.Daa tho.De se Gamnaak hu.e
Ahmad Ata
Ghazal
dil-e-aashufta pe ilzaam ka.ii yaad aa.e
jab tiraa zikr chhi.Daa naam ka.ii yaad aa.e
Jameeluddin Aali
Ghazal
zikr jab bhii chhi.Daa hai vafaa kaa kahii.n
jaane kyuu.n ham ko kuchh dost yaad aa ga.e
Iqbal Safi Puri
Ghazal
husn se jab bhii chhi.Daa maarka-e-diida-o-dil
KHud miraa ishq mire madd-e-muqaabil aayaa
Rais Amrohvi
Ghazal
zikr tuufaan-e-havaadis kaa chhi.Daa jo ek din
hote hote daastaa.n merii bayaa.n hone lagii
Mohammad Yaqoob Aamir
Ghazal
jaan-e-bahaar ban ke tasavvur me.n aa ga.e
jab bhii chhi.Daa hai tazkira fasl-e-bahaar kaa