SEARCH RESULTS
Showing search results for "chupke"
Ghazal MATCHES FOR "chupke"
Ghazal
chupke chupke raat din aa.nsuu bahaanaa yaad hai
ham ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Meeraji
Ghazal
ye chupke chupke na thamne vaalii ha.nsii to dekho
vo saath hai to zaraa hamaarii KHushii to dekho
Shariq Kaifi
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
chupke se naam le ke tumhaaraa kabhii kabhii
dil Duubne lagaa to ubhaaraa kabhii kabhii
Asar Lakhnavi
Ghazal
tire qariib jo chupke kha.Daa hu.aa thaa mai.n
bataa.uu.n kaise ki KHud se Daraa hu.aa thaa mai.n
Shahryar
Ghazal
bojh hastii kaa utar jaa.egaa aaKHir ik din
vaqt chupke se guzar jaa.egaa aaKHir ik din
Jameel Azimabadi
Ghazal
chupke se havaa aa.e to lagtaa hai ki tum ho
dhiire se thapak jaa.e to lagtaa hai ki tum ho
Sajid Rais Warsi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Saghar Nizami
Ghazal
Asifa Zamani
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
maanaa ki mohabbat kaa chhupaanaa hai mohabbat
chupke se kisii roz jataane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
surKHi-e-shaam ne yuu.n phuul bikhere dil me.n
jaise chupke se utar aa.e savere dil me.n
Jameel Malik
Ghazal
'miir' se puuchhaa jo mai.n aashiq ho tum
ho ke kuchh chupke se sharmaa.e bahut