SEARCH RESULTS
Showing search results for "chuumte"
Ghazal MATCHES FOR "chuumte"
Ghazal
isii dariyaa pe udaasii kaa badan chuumte hai.n
aaKHir-e-shab tire darvaaze se Taale hu.e log
Jaani Lakhnavi
Ghazal
Syeda Farhat
Ghazal
dil me.n jinhe.n utaarte dil se vahii utar ga.e
jism ko chuumte rahe ruuh pe vaar kar ga.e
Moghisuddin Fareedi
Ghazal
ko.ii zinda na bache vo to yahii chaahte hai.n
kitnaa suntaa hai KHudaa.o.n kaa KHudaa kyaa jaane
Faheem Jogapuri
Ghazal
ek kaa.nTaa jo nikaltaa hai to sau chubhte hai.n
amn thaa hausla-e-fikr-o-nazar hone tak
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
Raees Faraz
Ghazal
ai rabb-e-kaa.inaat yaqii.n chaahiye hame.n
jo chaahte hai.n ham vo yahii.n chaahiye hame.n
Mansoor Faaiz
Ghazal
jis tarah bachche buzurgo.n ke charan chuumte hai.n
ham mohabbat se mohabbat kaa badan chuumte hai.n
Aalam Nizami
Ghazal
har ik Gazal me.n mai.n rozaana chaa.nd Taa.nktaa huu.n
sitaare chuumte hai.n shab utar utar ke mujhe
Dinesh naaidu
Ghazal
hame.n ye haq hai tiraa mu.nh bhii chuumte jaa.e.n
ki tere shikva-e-bejaa bajaa samajhte hai.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
kyaa log the jo raah-e-junuu.n se guzar ga.e
jii chaahtaa hai naqsh-e-qadam chuumte chale.n
Payam Fatehpuri
Ghazal
ai 'ashk' zindagii me.n na puuchhii kisii ne baat
ab KHaak chuumte hai.n hamaare mazaar kii
Ashk Amritsari
Ghazal
kyo.n chuumte hai.n is ko nakiirain baar baar
naam us kaa hai likhaa hu.aa mere kafan me.n kyaa
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
KHuluus-o-vafaa kaa chaman chuumte hai.n
na.ii sub.h kii ham kiran chuumte hai.n