SEARCH RESULTS
Showing search results for "daag-dhabbe"
Ghazal MATCHES FOR "daag-dhabbe"
Ghazal
hai.n bahut 'saalik' qamar me.n daaG dhabbe is liye
chaa.nd se tashbiih denaa husn kii tauhiin hai
Shaikh Husain Salik
Ghazal
'aazam' ise vo kahte hai.n ra.ngo.n kaa ek fan
jab daaG dhabbe farsh ke maKHmal pe chhaa ga.e
Imam Azam
Ghazal
amiir-e-shahr ke chehre ke daaG-dhabbe the
fasiil-e-shahr pe chaspaa.n vo ishtihaar na thaa
Naz Qadri
Ghazal
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
isyaa.n kaa daaG merii jabii.n se na miT sakaa
daaman pe jo sharaab ke dhabbe the dho liye
Shaikh Husain Salik
Ghazal
KHuub hai ishva ye us kaa ye ishaarat us kii
mere haatho.n kii lakiire.n hai.n ibaarat us kii
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
kisii kii teG-e-nigah ne miTaa diye dhabbe
hamaare daaG-e-jigar kaT ga.e sipar ban kar
Mazaq Badayuni
Ghazal
chhupaa liye tire daaman ke daaG aur dhabbe
lagaa ke apne pe ilzaam shahr me.n tere
Afsar Deccani
Ghazal
Nawab Ahsan
Ghazal
Naseer Parwaz
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
tire kamaal ke dhabbe tire uruuj ke daaG
chhupaa.egaa to ko.ii ahl-e-fan chhupaa.egaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
KHuun kis kis kaa hu.aa sadqe tirii talvaar par
fasl-e-gul dhabbe hai.n laakho.n daaman-e-gulzaar par
Saqib Lakhnavi
Ghazal
is tarah log to pahchaan liye jaate kuchh
kaash maatho.n pe ubhar aa.e.n daGaa ke dhabbe
Moin Afroz
Ghazal
jal uThaa daaG-e-tamannaa kaa diyaa shaam Dhale
aur ehsaas-e-alam tez hu.aa shaam Dhale
Malika Naseem
Ghazal
aaKHir ko ishq kufr se iimaan ho gayaa
mai.n but-parastiyo.n se musalmaan ho gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
dabe dabe rahe siine mai.n aarzuu ke daaG
tumhaare husn ke aage charaaG kyaa jalte?
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
kyaa sahl samjhe ho kahii.n dhabbaa chhuTaa na ho
zaalim ye meraa KHuun hai ra.ng-e-hinaa na ho