SEARCH RESULTS
Showing search results for "daag-dhabbe"
Nazm MATCHES FOR "daag-dhabbe"
Nazm
sang-e-mil pahron chalta hai
aasmaan ke siine me.n Gam charKHaa kaat rahaa hai
sang-e-miil
Sara Shagufta
Nazm
KHud-kushi ka alamiya
footpath pe kuchh jaa-ba-jaa dhabbe siyaah o surKH
naalii ke gadle paanii ke siine pe chand daaG
Anjum Irfani
Nazm
Dhaka se wapsi par
kab nazar me.n aa.egii be-daaG sabze kii bahaar
KHuun ke dhabbe dhule.nge kitnii barsaato.n ke baa'd
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yatim insaf
jhalak rahaa hai abhii KHauf chashm-e-bismil se
hai.n KHaak pe na.e dhabbe hai.n baam pe na.e daaG
Ashok Lal
Nazm
guzra hua din
kal kaa guzraa hu.aa din phir mire ghar aayaa hai
naa-gahaa.n siine kaa har daaG ubhar aayaa hai
Muneebur Rahman
Nazm
nauha
maanaa ki ujaalo.n ne tumhe.n daaG diye the
be-raat Dhale sham.a bujhaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
sukun
na zahr-e-KHand labo.n par, na aa.nkh me.n aa.nsuu
na zaKHm-haa-e-daruu.n ko hai justujuu-e-ma.aal
Akhtarul Iman
Nazm
lahu ka suragh
na surKHi-e-lab-e-KHanjar na ra.ng-e-nok-e-sinaa.n
na KHaak par ko.ii dhabbaa na baam par ko.ii daaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bakira
aasmaa.n tapte hu.e lohe kii maanind safed
reg suukhii hu.ii pyaase kii zabaa.n kii maanind
Fahmida Riaz
Nazm
kahaniyon se bhara ashtray
kaun hai vo shaKHs jo dhaage se
afsaana bun rahaa hai aur sharaab kii mahak
Muddassir Abbas
Nazm
iqbaal
sone vaalo.n ko payaam-e-sub.h-e-nau detii hu.ii
KHvaab kii duniyaa uThii a.ng.Daa.iyaa.n letii hu.ii
Maikash Akbarabadi
Nazm
barsat ki sham
kis qadar dilkash suhaanii shaam hai barsaat kii
bolne vaalii hai ab tasviir goyaa raat kii
Bismil Allahabadi
Nazm
mawara
kisii tasviir me.n ra.ngo.n se ubhaare na ga.e
tere chehre ke dil-aavez gulaabii haale