SEARCH RESULTS
Showing search results for "dabaatii"
Ghazal MATCHES FOR "dabaatii"
Ghazal
jab ko.ii bantaa hai laakho.n hastiyo.n ko meT kar
sub.h taaro.n ko dabaatii hai ubharne ke liye
Josh Malihabadi
Ghazal
husn kaa paa.nv dabaatii hai jahaa.n shoKH havaa
ishq le aayaa hai mujh ko isii viiraanii tak
Faiz Khalilabadi
Ghazal
mai.n barf-baarii me.n niklii thii aag sulgaane
vo nannhii titlii mire paa.nv jab dabaatii rahii
Yasmeen Sahar
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
u.ngliyaa.n taar-e-garebaa.n me.n ulajh jaatii hai.n
saKHt dushvaar hai haatho.n se dabaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
umr bhar apne garebaa.n se ulajhne vaale
tuu mujhe mere hii saa.e se Daraataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
tar-daamanii pe shaiKH hamaarii na jaa.iyo
daaman nicho.D de.n to farishte vuzuu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
kisii sipaah ne KHeme lagaa diye hai.n vahaa.n
jahaa.n pe mai.n ne nishaanii tirii dabaa.ii thii
Tahzeeb Hafi
Ghazal
har jaa.n-nisaar yaad-dahaanii me.n munhamik
nekii kaa har hisaab dil-e-dostaa.n me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
mai.n agar apnii javaanii ke sunaa duu.n qisse
ye jo lau.nDe hai.n mire paa.nv dabaane lag jaa.e.n
Mehshar Afridi
Ghazal
dekh kar terii inaayat aur tiraa lutf-o-karam
khal rahii hai yaar apnii ta.ng-daamaanii mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
saath jis roz se chhuuTaa hai kisii kaa 'aazar'
jaise kamre kii har ik chiiz Daraatii hai mujhe
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
Gulzar
Ghazal
mai.n ne ik baar kahaa thaa ki bahut pyaasaa huu.n
tab se mash.huur hu.ii tishna-dahaanii merii
Aitbar Sajid
Ghazal
mai.n ne haatho.n se bujhaa.ii hai dahaktii hu.ii aag
apne bachche ke khilaune ko bachaane ke liye
Shakeel Jamali
Ghazal
haa.n ta.ng-dahaanii kaa na karne ke liye baat
hai uzr par aisaa hai ki mai.n kuchh nahii.n kahtaa